Konsi stretgy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Asslam-o-Alakum my dear friend her trader ki apni strategy hoti hay jis se wo profit earn kerta hai aur main to forex trading main abi ziada mature ni hoon aur na he koi strategy hai aur main to apne aik friend k sath trading kerta hoon aur wo market ka analysis ker k mujay b bta data hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      trends he hain woh jin per aap kamyabi ke sath amal karen to successful ho sakte hain market se agar aap kamyabi se kamana chahte hain to phir aap aik he strategy bana kar rakhen or candlestick pattern ke zarye us per kaam kar ke earnings karte rahen woh kaam ziada aaye gi aap ke .
      • #48 Collapse

        stratgy ko use kar kay kam karna ho ga ta kay humain loss km ho skay humain hard work karna ho ga demo ko use karna ho ga jab b hum kam karty hain learning karni ho gi
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #49 Collapse

          market k sath muqably ki fiza apny liye trader bilkul develop na kary kun k forex aggresive attitude ku nae daikhti buhut jald account ku apny sath lay jati hai yahan polite style man trading kerni chahye.
          • #50 Collapse

            Forex market main trade kerny ky liay tou bahot sari stratigies hain different traders different stratigies ky sath forex market main trade ker ky profit hasil kerty hain so main just jab market apni maximum resistance ya maximum support per ponchti hai main tab trade open kerta hun aur earning ho jati hai meri
            • #51 Collapse

              humain startgy ko use karny kay liye kam karna ho ga jis sy humain achi earning hasil ho sakti hay humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho gi
              • #52 Collapse

                Different traders different strategies use krtey hain aur yeh different traders ki ability aur knowledge pr depend karta hy. Aik strategy bananey key leye forex ka knowledge aur experience lena parta hy. New comers key leye sub sey easy strategy yeh hy keh long term trading ki jaye aur small volum of lots use kia jaye takeh big loss sey bacha ja sakay.
                • #53 Collapse

                  Ability aur experience ko samney rakhtey hoi hum koi strategy banatey hain. Aik expert trader achi strategy bana sakta hy jabkeh aik unexperienced trader itni strong strategy nahi bana sakta. Aik new trader ko chahyee keh woh small volm of lots use krain aur long term trading ko short term trading par prefer krey.
                  • #54 Collapse

                    dear me to short trading ki strategy ko hi use karta hon mujy jab b 5 ya 7$ ka profit ho jata hay me wo orders close kar deta hon es se mujy loss kam se kam hi hota hay
                    • #55 Collapse

                      best stregy ye hai ky aap trend me rhty howy trading kryn , trend ky khilab kbi trading na kryn. hmesha stop loss ka istamal kryn aur suport and resistacne level ko follow kryn.
                      First LEARN Then You Can Remove The "L"
                      • #56 Collapse

                        Yes dear ma ap ki bat se agree krta hume trading ma.sab se zada lerning krni chaiye ye hamre liye sab se important ha hum.is ma bohat kuch hasil.kr sakte hein hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye
                        • #57 Collapse

                          agar hum trading main differnt kisam ki strategies ko use karen gay to esmain humay he faida hota hay aur humay chahiey keh esmain sahi mehnat karen tabhi hum esmain kamyab hon gay
                          • #58 Collapse

                            hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur apni stretgy ko enhance karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow karna ho ga ta k earn ho
                            • #59 Collapse

                              Bhai jan hume is business ma khud se strategy bani chaiye ur os k mutabiq kam krna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha hum is ma achi money hasil kr sakte hein hume is ma experience k sath kam krna chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Konsi stretgy

                                Is forex main stretgy ko enahcne kar k hi hum achi trade kar skaty hain, aur hamain is forx main kam kar k hi hum acha bonus hasil kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain, aur hamain is forex main bi experience hasil kar k hi hum acha bonus hasil kar skaty hain, so hamain is forex main bi expirnce jitna acha ho ga tab hi hum achy say trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi, so hamain demo main practice kar k hi hum sucss hon gay,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X