Khod per control karna kitna mushkil hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khod per control karna kitna mushkil hai
    Jb trading main profit ya loss ata hai tu Baz okat traders jazbati ho jate hein asay main khod per control Karna be had mushkil bhi hota hai aur zarori bhi asay moqy per khod ko cool down karny ke ley trading rok deni chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well g aap theak keh rhe ho khud pe control krna waqae bahot mushkil hai but hamara loss ka san se barra reson bhi yahi hai k ham khud pe control ni krte hain issi waja se to hamen loss ho jata hai agar ham khud pe control kr kr j to ham kafi had tak apne loss pe bhi control kr sakte hain jab bhi hamen liss ho hamen koi bhi decision jaldbazi men ni lena chahiye agar ham ais akren ge to apna bahot sa loss krwa den ge
    • #3 Collapse

      Bilkul apki bat darust hy k jab forex me trading k doran profit milta hy ya loss hota to traders jazbati ho jaty hyn or out of control hoty hyn kbi b jazbat me aa k trading ni krni chahiy q k jazbat apko loss dy ga or jab ap smjhen k me jazbati ho rha hn to us doran trading stop kr deni chahiy is se ap kafi nuqsan se bach jain gy
      • #4 Collapse

        main ne b aisa suna hai khud b control se bahar ho jata tha main mashwara daina chahta ho jab aap ko loss ho zaida gusa karnay or apna nuksan karnay se behtar hai koi hall jaldi dhoond lia karo dunya main tention aany jany hai aisay hi zinda rehna hai mushkal to insaan se mazboot banany aaty hai aap log sabar se kam lo khud ko qabu main rakho
        • #5 Collapse

          Dear friends, khushi milnay pa khush ho jana aur gum milnay pa dukhi ho jana insan ki fitrat main hay..so forex main jab profit ata hay to ham log bahut zayada khush ho jatay hain aur jab loss ata hay to ham log mayos honay lagtay hain...friends agar loss ya profit k bad ham pa control kar lain gay aur normal rahen gay to acha trader ban pain gay.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
            Jb trading main profit ya loss ata hai tu Baz okat traders jazbati ho jate hein asay main khod per control Karna be had mushkil bhi hota hai aur zarori bhi asay moqy per khod ko cool down karny ke ley trading rok deni chaye
            Mere Khan Mein trading karte huye could PID control karna sabse difficult kaam hai Kyunki Jab Hum trading Karte Hain Koun Hum a profit hota hai toh hum Ye sochte Hain Ki Hame aur Jyada profit Ho Aur Hum Apni trade pocket nahi karte
            • #7 Collapse

              Main jab bhi trading karta hon aur khud pe control karna mushkil ho jata hai to phir main apne order pe stop loss and take profit lagane ke bad terminal ko close kar ke computer off kar deta hon or kahi ghomne chala jata hon phir wpas aa ke hi chek karta hon ke order stop loss hi hua hai aur take profit me.
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko apan oper control ho sakte ha to per hum ko bohat achi tara success hoge es leya hum ko chaheya ka hum apna laluch or apna mistake ka opper control raka to per hum ko bohat achi success hoge es leya hum ko chaheya ka hum mehnat kara to per hum ko achi profit hoge............
                • #9 Collapse

                  khud par control arna mushil tu hai maghr namumkin nhai hai q k yah hmary mantle ki bat hoti hai hum apna mind jahan set karty hain wahen ho jta hai or aghr hum kuj acha sochty hain tu wo bhi hum khud he sochty hain tu hmain es bat ko sochna chhyae k forex main hum apny emotions ko control rakhengy tu kmayb hungy other wise nhai hungy
                  • #10 Collapse

                    forex trading main kamyab honay kay liey humay esmain control kar kay trading karna parti hay agar hum khud par control nahi karen gay to hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karna parta hay aur humay chahiye keh es business main dil lga kar time dain tab he humari trading achi aur behtreen hoti hay
                    • #11 Collapse

                      market main kam karny kay liye humain active ho kar kam karna ho ga kun kay kabhi to loss hota ha yor kabhi profit hoota hay agr humain success hasil karni hay to is main kafi mehnat say kam karna ho ga kun kay khud par control rakh kar kam karty hain to hi market main ziada acha kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        market main kam karna hay to is main apny ap par control kar kkay kam karna ho ga kkun kay agr is main kafi mehnat say kam karty hain to hii kuch gain karna huamry liye asan ho sakta hay market main kafi loss or profit hota hay is main kafi ups ans down hoti hay is main active ho kar kam karna ho ga
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
                          Jb trading main profit ya loss ata hai tu Baz okat traders jazbati ho jate hein asay main khod per control Karna be had mushkil bhi hota hai aur zarori bhi asay moqy per khod ko cool down karny ke ley trading rok deni chaye
                          bahut Sare traders Ke Saath Jo Hota Hai Ke Jab Woh trading kar rahe hote hain aur unko profit ho raha hota hai to unke liye bahut difficult Hota Hoon ke woh Apne emotions pe Kabu kar sake aur apne tradeco cut kar sakte
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            G forex trading business hy hi is traha ka k jab bhi loss ya profit hota hy har koi emotional ho jata hy js se ap ki trading mein loss bhi ho sakta hy khud par control Karna sekhna cahaiye aur khud par control ap forex trading business learning knewledge aur experience hasil kar k hi hasil kar saktay han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear koi mushkil kam nhn hai khud pe control karne k liye ap ko mehnat karni hoo gii jab tak ap es business ko seekho gy nhn ap ko idea nhn ho ga k ye busienss kese kam karta hai aur ap kese es mai boht h e akm waqt mai acha earn kar sako gy lehaza ap ko dosron ki baton mai aane k bajaye es business ko sahii se aur smjh k he start karna ho ga tak ap ko idea ho jaye k ap kese kam kar skte ho...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X