Km knowledge ka hona zaida khternak hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Km knowledge ka hona zaida khternak hai
    Km knowledge se zaida nuqsan hota hai koun ke yeh zaida khternak hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aslam o alikoum dear brother aap nay teak kaha hai kay kam knowledge ho to band loss main zeada aur profit main kam hota hai es lay knowledge ke aik apni importance hai aur practice ke
    • #3 Collapse

      Kehte hein jitna nuqsan alim ka na hona nai deta jitna km alim de jata hai koun ke jb ap ke pas alim nai hota tu ap wo kam siray se karte hi nai hein lekin km alimi main ap wo kar ke nuqsan utna lety hein so kbi bhi asi ghalti na karen
      • #4 Collapse

        Kisi bhi kam ke shru karny se pehle us ke bare main zarori knowledge hasil karna zarori hota hai koun ke is se hi ap ko us ke achy aur buray ka paya chalta hai km.knowledge na hony se zaida nuqsan da hai ke km se ap wo kam shru kar dety hein
        • #5 Collapse

          Dosto trading k ly sb sy zroori bt ye hy k ap k ps trading k ly aik Acha knowledge hona chy jis sy ap aik Achi trading kr skhy or es trading ap profit hasal kr skhy agr to ap k ps knowledge ki km hy to ye knowledge ki kmi ap k ly kbi khtarnak s at ho skti ye kbi b ap ko trading bht bry loss sy dochar kr skti hy es ly trading k ly aik Acha knowledge hona chy
          • #6 Collapse

            Well dear dosto app sub sy agree kerta hon kam knowledge ka hona bahoot dangerous hy kyn k jis trah newbies loss hota hy to isi trah jb knowledge kam ho to humy loss hota hy confidence main aa k kbi galt decision na ly
            • #7 Collapse

              forex trading main kmayb hony k liye knowlwdege ka hona boht zairi hai or es ki boht ahmiyat hai or jub knowledge hota he nahi hai tu or zeyda khtra hota hai es liye hmain apny knowledge ko increse karny k liye learning ki traf focus rakhna chhye ta k hmain es main acha expermce mil saky or hum apni trading ko achy mor ki traf ly kar chal saken
              • #8 Collapse

                market main kam karna hay to is kay liye humain knowledge ho gi to hi kam kar sakty hain humain hard work kar kay achy say ana ho ga ta kay market main stay karna kafi aham ho skaay is main hard work karty hoye kam karna ho ga or demo ko use karty hain to hi market ko smjh sakty hain low risk main kam karna ho ga
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
                  Km knowledge se zaida nuqsan hota hai koun ke yeh zaida khternak hota hai
                  Agar Forex trading main trade karne ke liye Hamare Paas Hai Radha knowledge or experience Nahi Hai Toh Yeh Hamare liye bahut Khatarnak ho sakta hai kyun K V no knowledge or experience ke hum trading nahi kar sakte aur nahi successful ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    yes dear, mnap ko batana chahata hun kih aap k paas jitna ziyada bonus hoga aap ko is m utna ziyada faida hasil hoga is liye kam knowledge trading k liye khaternaak h ku kih kam knowledge sey bonus kam milta h or trading mn loss ka samna hota h ........
                    • #11 Collapse

                      yes dear is main koi bhi shak nai hay k agar hamaray pass knowledge kam hoga to hamain har tarf say khatraat ka samna karna hoga kabhi stop lose lag gaya kabhi kisi k signal pay order lay lia kabhi entry lainay k forun baad kisi ka facebook par say signal use kar lia aisay main ham mustakil mizaj nai rehtay hain is liye hamain sab say pehlay complete knowledge laina chaye phir us k baad hamain forex main enter hona chaye is main hamri kamyabi hay aur ham zaroor kamyab hongay.
                      • #12 Collapse

                        Dear frend ap ki bat bilkul sahe hai k kam knowlage hmary liye bhot nuqsan dy hai kun k kam knowlage hmay loss he dy sakti hai es liue es kam mai resources sy zayda hmary liye learning or practic hmary loye kafi mater karti hai.
                        • #13 Collapse

                          market main kam karny kay liye humain agr success hasil karni hay to practice ki base say hi humain kam karna parta hay humain km knowledge say kam karny main kafi mehnat say ana ho ga is main demo ko use kar sakty hain ziada learning hasil karny kay liiye hum is main kam kar kay sikh sakty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Forex trading business mein ap k pas jtna ziada knewledge ho ga ap forex trading business mein utna kaamyaab trading kar saktay han aur ziada profit earn kar saktay han aur kam knewledge se ap ko profit kam aur loss ziada hota hy is liye ziada se ziada knewledge hasil karna cahaiye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X