Control Your Emotions During forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Control Your Emotions During forex Trading
    assalam o alaikum may apko batana chahungi kay har trader ko chahiye woh jab bhi trade lagaye toh apne emotions per control kare agar loss bhi houjae then not issue motivation level high hona chahiye uska ilawa loss ko apna sar par sawaar kabhi bhi nahi karna chahiye thanks:1f60f:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear ap ki bat sahi hy ap thek keh rahi hain aksar trader ki yahi ada hoti hy k ek to khud hi loss karty hain dusra hony waly loss sy be tahasha preshan hoty hain jiss k natijy mein lossess ziyada ho jaty hain aur account washed ho jaty hain to ap ki suggestion bhi sahi hy k har ek trader ko apny emotions par control karna chahiye bus
    :1f63b:​BE HAPPY
    • #3 Collapse

      dear ye kehna to bahot asan hai magar aisa real account par hota ni hai kun k jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko aus time samjh hi ni aa rhe hoti aor hum aus time pata ni kai karty hai jo hum aulti trades laga dety hai ya kai dafa hum achi trade ko bhi loss mai hi close kar dety hai baad mai keh rahy hoty hai k ghalti kar di hai hum ne.
      • #4 Collapse

        Dear friend forex trading aik bout bara business ha is ma ye zarori ni k hmain hr bar profit ho kbi kbi loss bi hmary liay seekny ka bais bnta ha hmain us loss ki wjha sy worry ni hona chaiy balky us k bary ma hm sy hony wali mistake ko dekna chaiy or phr is ko parkna chaiy phr hmain dobara kbi us galti ko ni krna chaiy bs apny emotions ko control krna chaiy or apni trading ko improve krna chaiy or aik achi trading krni chaiy
        • #5 Collapse

          Emotions hi tou hamesha loss kerwaty hain forex trading main jin ko control kerny ka best tareeqa yeah hai ky ham kisi bhi open ki jany wali trade ko daily ki earning ya loss ki limit ky hisab sy stop loss aur tp laga ker chor dain aur next day ko trade open kerny ky liay open kerain market ko tou hamary liay best hai
          • #6 Collapse

            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma profit lane ha to per hum ko trade karta waqat hum ko emotion pa control karna hoge q ka ager hum apna emotion pa control nhi karta ha to per hum ko loss ho sakta ha es leya hum ko chaheya ka hum apna emotion pa control karna chahaye per hum ko bohat achi profit hoge.........
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Hinarabbasi پيغام ديکھيے
                assalam o alaikum may apko batana chahungi kay har trader ko chahiye woh jab bhi trade lagaye toh apne emotions per control kare agar loss bhi houjae then not issue motivation level high hona chahiye uska ilawa loss ko apna sar par sawaar kabhi bhi nahi karna chahiye thanks:1f60f:
                Hame trading karte huye Apne emotions pe control karna chahiye Agar Hum Apne motions pe control nahi karenge Toh Main Usko Banke Hame samajh hi nahi Aayegi Ke Humne kya kaam karna hai aur hum Insaan Ki Dawa kuch nahi hoga
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear jahn tak mera knowledge hai mai ap ko batata chalon forex mai emotion ya koi aur cheez ap k kam nhn aani yahn kam aane wali cheez mai pehli ap ki learning hai aur dosrii cheez ap ki practice hai jo ap es demo account pe ya real account pe apne knowledge ko use karte hoye karte ho esliye ap ko tension nhn leni chaiye ayr seekh aur smjh k es business mai kam karna ho ga tab he ap acha enjoy kar skte ho aur apni life ko set kar skte ho...

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X