confidence vs experience?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    agar hamary pas forex ka knowledge ho iske study ho ar isk demo account main achi practic ho to hamary pas confidence khudbakhood a jata ha ar ham achi tarha trading kar sakty hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      dear hamara confidence hamary experience ar hamary knowledge ka mothag ha jitna zaida hamary pas forex ka knowledge ar experience ho ga atny he achay tariqy sy ham forex main trading kar sakty hain.
         
      • #78 Collapse

        Jab humen market ka knowledge hota hai tu hamari bohat sari ghalat fehmian or jald bazi khatam ho jati hai. Confidence us wakt ata hai jab hum market me aik position ka wait kar kay order place karty hain or hamar market me entry point acha hota hai or jab hum trading kay exact tim per apna order execute karty hain. Confidence aik achy experience se hi ata hai or experience tab hota hai jab hum aik kam me apni skill ko achi tarha utilize karty hain.
        • #79 Collapse

          forex ke business me hamara confident hamry experience pe depnd krta hy jitna hamara experience zyada hoga hum utny confident se market ko examine kre ge or us se apni best trade manage kre ge or us se apna handsome profit manage kre ge
          • #80 Collapse

            bhai dono ki apni apni jagah aik value he forex trading men confidence nahe hoga to ap achi trading nahe ker sakhte lekin confidence ke sath sath experience bhi bohat zaruri he ..
            • #81 Collapse

              jnab,,,,,,,meray khayl say to dono hi best hain jnab,,,,,,,trading aik bohat he acha business hay jnab,,,,,,,,,,,,,,is mai kaam kar k kafi mzq bhi ata hay jnab,,,,,,,,,,,,,it is my opinion jnab,,
              • #82 Collapse

                jese jese aap kaam kerte jaatay ho aap ko forex ki choti choti cheezen bhe pta chalti jaati hen, or is se aapkka experience berhta hai. lekin yaad rakho, experience lene se over-confident naa ho jaya kero. confidence is a good thing, it goes alongside experience. but over-confidence is not.
                • #83 Collapse

                  dear ham apny confidence ke madad sy forex k business main bhoot achi tarha trading kar sakty hain ar apni needs ar apny dreams ko bhoot achy tariqy sy pora kar sakty hain.
                   
                  • #84 Collapse

                    dear agar app trading ka experience hai wo bhe demo account say tu app ko confidence bhe hota ka ap real mai ache trade ke ka khob acha profit kama saktay han.
                    • #85 Collapse

                      2no matter kerty hain agr ap k pas experince hoon or confidence k sath work ker rahy hon tu loss honey k chance he nei ,,agr confident loss ho gya tu bandaa confuse hon jata hain is lea in buisnuss experince and confidence both matter
                      • #86 Collapse

                        confidence aur experience dono cheezen hen bhot aham hen ager apky pas ye dono chezzen hen to ap ek kamiab trader ban sakty hen future mai aur INSHA'ALLAH ap zaroor ban jaengy
                        • #87 Collapse

                          dear the both the things are the most important if we will trade with the experience and with the confidence then we will easily get the success in the forex otherwise we cannot get the success in the forex if we will adop the one thing
                             
                          • #88 Collapse

                            in donon baatain se pehlay aapko mehnat aur hard working karni hoge matlab study aur phr learning aur phr demo account par practice karain laazmi tab he aap ki trading achi hoge aur phr aahista aahista aap k pas experience aajayega
                            • #89 Collapse

                              g is me dono hi bhut zrori hai is se ap apni tarde ko strong bna sakte hain or is se acha profit hasil kar sakte hain ye apki bhut help kar sakta hai or apko successful kar sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                confidence aur experience in dono ki bth zyda ehmiyat hai forex mei yi dono cheezay jis trader k pas hain aus k kamaybi k resty khol jatay hain .. confience apni jaga barkarar rehna chayie trading karty waqt aur experience se alag faida uthana chayie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X