Indicator is not your True Friends Always

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator is not your True Friends Always
    indicator reality

    aslam o alaikum friends Aj may apko kuch indicator kay important cheezen bata chalun kay jo loog indicator per bharosa rakhte hen darasal wo apna death warrant per khud sign kerte hen tou lehaza hamen kabhi bhi mustakil indicator per mushtamil nahi houna chaeya becuase indicator is not your true friend apki knowledge and apka experience hi apka true friend hay and uski badolat hi ap profit bhi ker sakte hou forex field may and behter sa behter trade bhi laga sakte hou indicator hamesha apko aik do baar hi ika tukka faida da tou theak agli bar apko nuqsaan hi daiga lekin ya baat yad rakhen kay Experience jo apko hasil houga demo account sa wo apko kabhi bhi dhoka nahi dega and apko forex market ma succes dega thanks you
    Dosto Agar Apko Meri Post Pasand Aaye To Thanks Par Click Kare Shukhrya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear indicator simle hum ko aik tarha ki indication dy raha hota hia magar hum mai se zayda tar log ais par trade lagany k liay 100% yaqeen k sath laga dety hai k indicator ne trade dy di hai magar ye aun ki ghalt fehmi hoti hai kun k ais mai ye hota hia k hum ko aik indicator buy dy raha hai to dosra sell dy raha ho ga ais liay hum ko indicaotr k sath kuch aor use karna chaye ta k conform trade hi lagye hum.
    • #3 Collapse

      Dear jis tarha aapny death warrant wali baat ke that was very funny and i liked it. But jahan tak indicator ke baat ha to aapapny analysis karin aur phir un analysis ko dekhin k indicator k hawaly sy. Agar to indicator aap kay analysis ko support kar raha hay phir to sahi. Lekin agar indicator aap k analysis ko oppose kar raha hay to phir aap dekhin k uski kiya reason ho sakti ha aur indicator sirf help k ly use karin. Na k aap aankhin band kar k aitebaar karin.
      • #4 Collapse

        I doctors hamesha post movement ko show kerty hain jab market ki movement kisi aik direction main ho chuki hoti hai tab indicators indication provide kerta hai lekin agar ham kisi bhi indicator ko follow ker ky jab trade open kerty hain tou market ki movement hamesha opposite side ko chali jati hai aur account wash ho jata hai
        • #5 Collapse

          Dear ap ko ye maloom hona chahiye k markit indicator ko chlati hy naky indicator markit ko chalaty hain is liye pehly knowledge hasil karni chahiye aur indicator to hamari stregiti ko banany k liye hain in ko use kar k hum ek stregiti bana sagty hain aur profit kar sagty hain bus lekin kabhi indicator markit ko ni chlata bulky markit price har chiz ko move karti hy so is liye humein achy aynalise kar k trad karni chahiye aur achi knowledge hona bohut zarori hy
          :1f63b:​BE HAPPY
          • #6 Collapse

            trading mein ap apny indicator ko zaroor dekhen wo apki help kar sakta hai magar sab sy pehly ap bhrosa ap apny analysis aor experience par karen. apni strategy ko apply karen sath sath indicator ko follow karen tab jaa k trade lagayen is sy apko trade mein nuqsan k bahut kam chances hoty hain aor ap aik perfect trade laga sakty hain.
            https://t.me/pump_upp
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear ap ko ye maloom hona chahiye k markit indicator ko chlati hy naky indicator markit ko chalaty hain is liye pehly knowledge hasil karni chahiye aur indicator to hamari stregiti ko banany k liye hain in ko use kar k hum ek stregiti bana sagty hain aur profit kar sagty hain bus lekin kabhi indicator markit ko ni chlata bulky markit price har chiz ko move karti hy so is liye humein achy aynalise kar k trad karni chahiye aur achi knowledge hona bohut zarori hy

              اب آن لائن

              Working...
              X