Forex mein loss ziyada aur profit kam kiyon
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein loss ziyada aur profit kam kiyon
    Members mere khyal sey forex trading mein lossess ki wajha emotions hain aur emotions jo loss karwaty hain wo profit sey aty hain to mein kahon ga k agar profit ho to emotional na hon aur jub loss ho to bhi emotional na hon mery khyal sey profit hi ziyada tar lossess ka bais banta hy aur profit kam hota hy
    :1f63b:​BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex ak wasee tar buisness ha is main bht log is ko join krty hain but samjh bojh .knowledge na hony ki wjha se in ko loss ka samna krna prta ha .loss i ak bht bari wajha emotions hain .loss main bhi emotion efect krty ha trader afsurda ho kr trading chore data ha ya ba dili se trading krta ha .ziada profit hoty pe b emotin ka asar is trah hota ha k trader ziada profit ki lalach main over trading krty hain jis se loss ka smana hota ha in ko .dono halton main balance rkhna chaye...trading main best yahi ha jab tk market ssamjh main aye bs trade laga lain or munasib profit hasil kr k side pe ho jye.bs is se ziada nahi
    • #3 Collapse

      yes dear friend aap ki bat bilkul sahi h q kih forex mn loss or profit koi muqrar ni hota h balkih yeh hamari mehnat per depend kerta h kih hum jitni mehnat karen gey or trading k dooran ager apney emotions per qaboo paen gey too hum insha allah acha profit hasil ker saken gey.......
      • #4 Collapse

        forex trading aik complicated work and profession hy ye koi easy work ni ,mostly traders ke red figures hi rehty hn blue figures bahut kum daikhny ko milty hn,I mean profit kabhi kabhar hi hota hy ,is ki main reason forex ko na seekhna hy experience ki kami hy knowledge ki kami hy skills ki kami hy,mostly traders money management ni kerty un ko strategy banay ni aty ,ye subh cheezin hum ko loss main hi rakhty hn
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Dear friends, forex main loss ki percentage zayada hay, I think es ki following reasons hn.
          1. Without knowledge and experience trading Karna
          2. Greedy trading Karna
          3. Emotions pa control na karna
          • #6 Collapse

            Assalam o Alikum forex may loss zada aur profit kum es leayh hota ha kau k ap sahe tara learn nahe karty bilky jazabti ho k trade kary hain aur ek acahy trader bannay say palay he ap forex trading shuru kar daytay hain aur big loss ap k hissay may ata ha.
            • #7 Collapse

              Dear forex trading main loss zada or profit kam iss liya hota hai q ka ap emotion ka sath trading karty ho jab ka ap demo account par fearless trading karty ho or apko acha profit hota hai apko chahiya ka ap fearless trading karo or kabhi bhi emotional na ho.
              • #8 Collapse

                yes dear mn ap ko batana chahta hun kih loss ziyada ku or profit kam is liye hota h kih hum trading kertey wqt under presure mind hotey hn ya loss ka dar rakh ful risk liye hotey hn jis s humen asal mn loss ho jata h is liye hum profit kam hasil kertey hn humen chahuye kih hum apney emotions ko control karen or trading start karen is s hum achi earning ker saken gey....
                • #9 Collapse

                  Dear forex trading me loss ziyada aik mistake ki wja sy hota hai or wo mistake lalach hai lalach ki wja sy bhot loss hota hai km profit ki wja b lalach he hai agr lalach ko mind sy nikal den or fresh mind sy work kren to loss km or profit ziyada hoga
                  • #10 Collapse

                    Kabhi kabhi forex ko hum apni omedon sy ziyada use kar rahy hoty hein yehi loss ki bri wajah hy ager hum forex mein routine ky mutabiq work karyn or training ky bad work karyn to loss nhi hoga
                    • #11 Collapse

                      bhai jaan yeh aksar in k sath hota hy jo is mn kam knowledge rakhta hy is k bad he is ko loss ata hy is lye humeny is mn zaida sy zaidA is k bary mn knowledge o ga tu hum ko is mn loss k chance kaam sy kaam hno gy kaun k is mn jo forex hy is mn knowledge ka hona lazmi hy ...
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ak business karta ha to business mean profit and loss ager hum hard work karta ha or forex ka relax mind ka sath full time data ha to per hum ko loss boht kaam hoge laken ager hum forex ko mazaq kar ka samaj lata ha to per hum ko profit kabi nhi hoge es leya hard work karta raho........
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Bilkul my dear brother ap ki bat sy mein agree hon aur profit emotions ko paida karta hy emotions lossess ko paida karty hain to hum esi kashmakash mein apna account wash kara dety hain to ye ek bohut hi acha sawal hy kiyon k ye hi forex trading ki reality hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X