dear members main yeh janna chahta hoon k hamari post ki value din badin kam hoti ja rahi hay ham sab jitna kaam kartay hain hamain us ka reward kam milta hay is tarha ham sab members yeh kaam chre daingay is k baaaray main ham sab kia forum staff ko koi mashwara day saktay hain ya nai?