Ajeeb logg

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    jo log foex trading my kam krna chahty hy my un sy bol daita ho k is my apko boht he zaida apne mind sy kam laina hota hy jis sy apko kuch hasil hota hy bina loss k.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      yes my dear ap ki baat kisi had tak sahi baaz daffa ham ekhi ghalti kai baar dhuhrate hain or loss b kr jatey hain is ki wajah yeh hai k ham apni mistake ko relyze nahi kr patey is liye ham baar baar ek hi mistakes ko ki wajah se loss krte hain
      • #273 Collapse

        The psychological effect is different between a demo account with a real account. Because different (especially in its consequences) then most new traders start underestimate just trading with a demo account. So that the analysis is also the conversation light, there is no preparation.
        • #274 Collapse

          my dear brother assalam,o,alaikum dear aapne sahi kha hai lakn loss itni baar krte hain k jo bs baar baar wohi same galti krte hain iski wajah hai wo sahi smjh nahi parhe
          • #275 Collapse

            May be un ko koi guide karne wala nahee milta ho ga aor wo khud se apni mistake ko analyze naa kar paate ho is liye baar baar aik hi mistake repeat karte hain
            • #276 Collapse

              I think we should learn from our mistakes. Its not a good idea to lose hope or stop trying if you face loss. every time you fall, make you head up, and face the challenge with a new courage as Allah Almighty does not like those, who lose hope... :)
              • #277 Collapse

                esay loog to har jaga hotain hain kay jo ghaltian kartain ky insaan to apni taraf say koshsish kar sakta hay
                • #278 Collapse

                  Han bhaei ap durast bat keh rahe hin forex trading min loss ki bunyadi wajah hoti he humari apni ghalati hum agar apni ghalati pe qaboo pa lein to hum loss se bach jaein ge magar hum se bari ghaltati ye hoti he k hum apni ghlati ko bar bar repeat karte hin aur loss ko bhi barha leite hin.
                  • #279 Collapse

                    aslam o alaikum jihan forex mein waqahi ey se log hein jo ke ek bar ki gajti ko dora duraten hein aur pher wo is mein nuksan kar bathen hein is ki waja ey ey hein ke un ko sab se pele us galti se profict hasil howa hota hein jabhi wo is galti ko dubara dura tin hein
                    • #280 Collapse

                      geee haan esa hota tou hey likin esa bhi tou hosakta hey k un trader ko ziada malumat na ho jub hi wo ek hi mistake bar bar kartey hen . Warna koi bhi trader ek hi mistake kar key apna lose q chaye ga . Is ka mutlab ye hi hey k un traders ko pta nhe hota or jub hi wo galti karbethtey hen.
                      • #281 Collapse

                        aisa nhi ha k hr koi ek mistake ko repeat krta rahta ha. ho skta ha k kuch traders jo trading ko well nhi kr paty wo apni mistake ko repeat krty hn mgr hr koi b aisa nhi kr skta.
                        • #282 Collapse

                          jee han bilkul kuch had tak ap ki bt sahi hai wo log jo trading ki knowledge k begair trade krty hain unahin bs trade ka hi pata hota hai k trade krni hai or jo log achi trading krty hain wo apni galtio sy trading seekhtain hain or acha earn krty hain.
                          • #283 Collapse

                            g hai agree krtye hai but dear forex business hai hi koch es tra ka hai k koch pata nahi chal skta hai k kab kia ho jaye so dear forex business ma mistake hoti rahti hai bar bar jis tra musam ka koch pata nahi hota hai same market bhi hai.
                            • #284 Collapse

                              Han aesa hota hai lakin ziada tar wohi log apni ghalti ko repeat kartay hain Jo careless hotay hain ya jin ko is kaam main aagay NAE lay k jatay apko chahye k ap concern rahain apni ghaltion k baray main
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                yes but lakin hamy batana farZ hay lakin ager wo na many or apna nuqsan kar rahy hay to ham kia kar sakty hay kai ham un ka dil ma ghus jaye ha yaz hay aha ka hamy un ko inform karna haamra fara
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X