Loss per khod ko qasoor war mat smjhein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss per khod ko qasoor war mat smjhein?
    Business ho aur loss na ho yeah bat bilkul asy hai Jesay ke in ka joli daman ka sath ho loss ko km kia ja skta hai lekin bilkul khtam nai kia ja skta Baz okat halat asay piada ho jate hein jin ki wjh se insan de bas ho jata hai so khod ko bhi be de great mat karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ap na durust kaha koi bi business asa nahi jo jis mai loss na ho har business mai suru mai loss hota hai or jab experience gain ho jata hai tu loss ka jaga fida hota hai or experience loss s hasil kia jata hai ka kiun loss huwa kasa huwa forex bi ak business hai or is mai loss normal bat hai kiun ka trading mushkal kam hai is lia is s dil mat harain ka loss ho gya balka learn karain or learning kr ka ake acha profit gain karain or ak acchi life guzarain
    • #3 Collapse

      Profit and loss her business ka hissa hai. Koshish to her aik ki yehi hoti hai k us ko business main loss na ho mager ye insan k apny ikhtiar main nahi hai. Forex trading main aap apni knowledge k mutabiq market trends ko check kerty ho aur phir trade lagaty ho laik kabhi kabhi aisa hota hai k wo trend forun change ho jata hai aur ap ko loss ho jata hai mager is k liye ap dilberdashta na hon aur mehnat jari rekhain kion profit aur loss Alllah k hath main hai hum sirf mehnat ker sakty hain.
      • #4 Collapse

        Profit aur loss to har business main hota ha so ic chez nay nai ghabrana chaheay aur mera khayal main apnay apko blamme bhi nai krna chaeay. Apni trf sy koshish krain k achay say acha analysis kr k trade lga dain shuru main loss ho skta ha so hmain loss say ghabrana nai chaheay bal k sabaq sdekhna chaheay. So loss k dar say trading chor dena ya apnay apko qasoor war thehrana koi thek bat nai so always think positive and try to work hard
        • #5 Collapse

          Trading aik asa business hai jahan loss hona koi new baat nahi hai or koi be business ho loss to hota hai, loss to business ka part hai some time loss hota hai some time profit hota hai or loss recover hojata hai agr loss se bachna hai to trading par full focus hona chahye or ki gai galatiyun ko repeat hony na den rule ke daire men rehkar trading karni chahye us se loss k chances kam hoty hain.
          • #6 Collapse

            Dear ap sahi keh rahy hain hamen forex ko qasoor war nai tehrana nai chahiye loss profit dono trading ka hisa hain hamen ye aoch kar trading nai karni chahiye k sirf profit hi ho loss b ho sakta hay is sy ap ko mayoos nai hona chahiye
            • #7 Collapse

              loss na ho har business mai suru mai loss hota hai or jab experience gain ho jata hai tu loss ka jaga fida hota hai or experience loss s hasil kia jata hai ho loss ko km kia ja skta hai lekin bilkul khtam nai kia ja skta Baz okat halat asay piada ho jate hein
              • #8 Collapse

                Koshish to her aik ki yehi hoti hai k us ko business main loss na ho mager ye insan k apny ikhtiar main nahi hai some time profit hota hai or loss recover hojata hai agr loss se bachna hai to trading par full focus hona chahye or ki gai galatiyun ko repeat hony na den
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha kabi kabi hum kuch be mistake nhi karta ha laken hum ko per be loss ho jate ha us ke main waja market ke movement hote ha q ka market suddenly kabi up hote ha to kabi down to us ma hum ko loss ho jate ha es leya forex ma 25 % luck be ha ager hamara luck kharab ha to per hum ko loss hoge...........

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X