Mera aik dost hai us ny 3 dafa trade lagai hai aik dafa 40$ profit Aya hai usko to us ny kaha abhi Kam Han thory aur AA jayn to isi chakar mein us ka sare dollar ka loss ho gia usko 2 dafa asa hua hai to me yeh kehna chah raha Hun keh ziada lalach na Karan Jo profit AA raha hai trade close Kar syn aur ham ziada ka chakar mein loss Kar jaty Han....