Jub australia new zeland japan chaina mein muashi ilanat hotay hain ya koi siasi upset hota hay to AU NZD JPY ki trading mein tezi aati hay magar us waqt trading khatarnak hoti hay is ko news trading kehtay hain bahut kam trader is ko handle kr sakty hain