loss k bad jazbati na hon wrna aur loss ho sakta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss k bad jazbati na hon wrna aur loss ho sakta hai.
    helo dear all new and old traders app ko aik free mai advise daina chhata hun k jab kabhi ka stop loss hit ho jay tu aur 2 say 3 lgatar hit ho jain tu app ko jabzati ho kar again trading nahi karni chheay kun k app ko phir dobara loss ho sakta hai iss leay app fresh mind k sath kam karin aur tention free ho kar kam karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend agar hamen trading main loss hota hy to hamen chahye k hum hosla rakhen aur apny acount ko wapas baraber karny keleye lalach main aa kar aur ziada post na karen aur ziada loss sy bachen
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
      helo dear all new and old traders app ko aik free mai advise daina chhata hun k jab kabhi ka stop loss hit ho jay tu aur 2 say 3 lgatar hit ho jain tu app ko jabzati ho kar again trading nahi karni chheay kun k app ko phir dobara loss ho sakta hai iss leay app fresh mind k sath kam karin aur tention free ho kar kam karin.
      mainay bohat sy traders ko daikha hao or mera personal experience bhi hai k jab ham trade krty hain or hamin loss hota hai to ham jazbati ho kr or bhi9 trade lga daity hain or wo trade bhi wrong hoti hai or hamain pehle sy bhi ziada loss ho jata hai
      • #4 Collapse

        hna g ap ny thek kha hy is mn agar ny is tarah kya tu ap ko zaida noqsan ho ga is lye ap ko chahyeh ap ko agar loss aye ga tu ap is mn sabar or sakoon sy kam lny ap ko loss bhe nhn aye ga...
        • #5 Collapse

          dear friends agar hamein lalach ya jald bazi ki waja sy loss ho bhi jata ha to hamein hamein agli trade mn kisi kisam ki jald bazi nahi krni chaheye Q k agar hum dobara jald bazi krty hn k hamein abhi bhut sara profit mil jaye to is sy hamein loss ka samna hota ha aur aisa bar bar krny sy hum apna account wash kr baithty hn .
          • #6 Collapse

            Sahi kaha ap nay loss kay bad hamain, jazbati nahen hona chaye warna hum mazeed loss kar baithtay hain. or is jazbat ko kabo main rakhnay kay lea hum stop loss use kartay hain or har waqat screen kay samnay baithnay say guraiz karain warna ap har bar ghalat decesion letay rahayn gayy
            • #7 Collapse

              Re: loss k bad jazbati na hon wrna aur loss ho sakta hai.

              g ha ap bilkul thik keh rahy hy men bhi ap ki is baat se puri tarha mutamain hun agar hamy loos ho jaye to hamy jazbati bilkul nahi hona chahiye hamy isse men hosh se kaam lena cahiye agar ham is men jazbati ho jaye gy to hamy or loos bhi ho sakty hy or hamy buhat nuqsaan uthana pary ga is liye hamy chahiye k ham hosh se kaam ly ta k ham loos se bach saky
              • #8 Collapse

                Re: loss k bad jazbati na hon wrna aur loss ho sakta hai.

                yes aghar humen forex trading se loss ho jata hai to humen usko bardasht karna chahey or humen loss hone ki waja se jazbati nehi hona chahey balke humen loss hone par sabar karna chahey kunke loss bhi forex trading business ka hisa hi hai or aghar hum jazbat mein a kar trading karen gey to hum or ziadea loss ho sakta hai or humara account bhi wash ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: loss k bad jazbati na hon wrna aur loss ho sakta hai.

                  Yes dear ap na bht achi baat kahi ha agr koi member apna loss kr chuka ha ya os ki trade loss mi ha to vo sbr sa kaam kry koi na koi trick sochy is loss ko recover krny k baary ki agr hamra acount khtm hny k kareb ha to hami opposite side pa ik r trade open krni ho g jsy agr ham phly sell ki entry ly chuky hain hami buy ki entry srf r sirf os sorat mi lni ho g ta k ham apna account bacha sky kuch log ya sochty hain k ham ya kaam profit ki khtir krty hain lkain un ki soch ghlt ha
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: loss k bad jazbati na hon wrna aur loss ho sakta hai.

                    Loss jb aiy tou hamen kesi ko eska kasou var nai samjhna chiy esky zemidar ham khud banty hn jb ham aisa nai karn gy tou hamary andar adat ban jiy gi boura karny ka hamen es baat ka bhi khayal karna chiy k jb loss aiy tou ham jazbati na hou essy hamen aur loss ho sakta hy qk ham jazbati hony ki vaja sy achi trade open hi nai kar paen gy jeski vaja sy ham apna acha kam kabhi agy barha hi nai kasen gy aur hamen hamesha loss ka samhna karna pary ga.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X