"Uneducated people can not do Forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes i agree with you that uneducated people have no skills and cannot develop good strategy so they have to loss . if they have education they can surf best websites about forex education and can get much knowledge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      main ap ki baat se agree karta hoon but is main aik aur cheez ko bhi ad karna cha hoon ga ke ager ap greed karte ho aur ap ke pass experience bhi hai knowledge bhi aur ap ki skill bhi achi hai but ap greed ki waja se success nahi hasil kar sakte tu sab se phele greed ko khatam karen then trading karen
       
      • #33 Collapse

        ek uneducated person k lye yaha pay kaam karna mushkil hai ku k yaha pay kaam karnay k lye usay yaha pay kafi cheezen taleem say mutalik seekhni hoti hain jiss pay wo tawajo kar k samjh sakta hai.
        • #34 Collapse

          Un educated people achi tarah se trading nahi kar sakte kun keh forex to aik technical business hai aur is kay liye hamain English kay sath sath kuch Economics ka bhi pata hona chahiye. lehaza thora bohat knowledge bohat zaroori hai jis se hum koi analysis kar sakein ya phir koi analysis read kar sakein aur samj lain.
          • #35 Collapse

            jo log parhy likhy hon or is kam sy nasamjh hon wo bhi is ko nhi ker sakty. jo kam parha likh ho is kam ko samjh ly to wo ker sakta hai. means k is kam ko kerny k liye samjhna zroori hai
            • #36 Collapse

              orex is not for uneducated people. You must educated and know to talk and written English and about electronic dollar etc. Electronic system and mostly risky business comparatively. So after all this Forex business only for educated and sincere people.
              • #37 Collapse

                aap ko itni qualification ki zaroorat hai k aap english parh, samajh aur likh sakain. aapko computer ka basic knowledge hona chahiay ta k aap forex trading ka software chala sakain aur kisi khas qualification ki zaroorat nahi
                • #38 Collapse

                  Uneducated b is per kam kar saktay hai per un k liyai yah kafi mushkl ho ga q kis ki market kliyai app ko sara din google or mukhtali fwebsite say kafi information layni hoti hai
                  • #39 Collapse

                    my dear ye forex trading business aik proper online trading business he jis ko join karny k liy kuch na kuch knowledge to hona chahiy or kuch parrha likha b hona chahiy phir hi is se trading kar k profit hasil kia ja sakta he magr rato rat ameer hony wala sapna kabi pura nahi hota
                     
                    • #40 Collapse

                      forex business is special type of business it need knowledge and experience if you are uneducated than can't make profit from this business .Forex trading main kiis had tak education matter karte ha but Forex main normal study Karna zaror anai chaya tak Forex main learning kar ka ek tardier good trader ban jaye .
                      • #41 Collapse

                        yes dear forex me agar hume business kar ke earning karni hai to hume educated hone chaiye educated person hi forex ko learn kar ke is me trading kar sakte hai or market or currecies ko samjh sakte hai or earning kar sakta hai agar is me uneducated log people business kare ge to un ko loss ho ga ziyada profit nai
                        • #42 Collapse

                          forex koi esa business ni jis mein koi b raton rat ameer ho jay or second checz ye b hai k koi b educated no uneducated equal ni ho sakty so ap learning zror krin ta ka p aik better earning b kr sakin have fun :P ye foram uneducated lagon k liye to nhi ha pr agr koi shakhs thora bht jan le is k bare me to wo is pe kaam kar sakta ha or kici ki holp se bhi is foram pe bht asani se earn kar skta ha.
                          • #43 Collapse

                            Bilkul yah bat bhi nahi kahi ja sakti ha kay iss main hum yda achy aur fair way say apny andar buhat yada kaam ki lagan aur himat bhi paida hoti ha aur kaam karny ka focus bhi hota ha iss main hummar hi faida ha aur agar hum forex ko achy treeky say jan lain gay to phri ss main humara hi faida ha aur kaam main aghy barhny ka focus bhi ha iss tarah hum yada fair way say apny kaam par focus kar sakty hain iss main humara hi faiada ha
                            • #44 Collapse

                              merey khayaal sey eisa bilkul bhi nahin hey ke uneducated people forex par trade na kar sakein hamein sirf experience chahiye hota hey agar ham ise acchhi tahra seekh lein to eik an parh shakhas bhi trade acchhi trha kr sakta hey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Dear i think k app ny bilkul Right kaha han man app ki baat sy agree krta ho kyun k jaisy koi person koi or dosri job k liye pahly educated get krta han or phir hi us ko wahan pr job milti han i think k woh wala sara method yahan pr bi use hona chahey ta k Forex trading business ko sirf or sirf educated people hi krsaky or koi bi nai krsaky.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X