Pakistan 🇵🇰 stock exchange main trade ka tareeqa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan 🇵🇰 stock exchange main trade ka tareeqa
    ASLAMUALEKUM respected members kya koe mjhe bata sakta hai ke agar main pakistan stock exchange main trade karna chahun to kya tareeqa hai kitna pasa required hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends mujhy zeyada knowledge to nahi online stock exchange ka lakin app ko btana chahta hon k stock main app jay gy waha b app ko broker mily gy app waha sy share purchase ker skty ho app 10hzr sy b start ker skty ho zeyada app jitna chaho kr lo investment.
    • #3 Collapse

      Dear mai ne abi tak Pakistan stock exchange mai trading nhn ki es liye muje os k bare mai bilkul b idea nhn hai k ap os business mai kese kam kar skte ho ya kese ap os business mai faida ahsil kar skte ho mai ne start se he forex trading ki hai aur muje esii k bare mai maloomaat hain aur mai ap ko sirf aur sirf forex k bare mai he guide kar skta hon agar ap ka forex se related koi question hai tu ap pooch skte hain mai ap ko apnii information k hisaab se ap ko gudie kar don ga...
      • #4 Collapse

        bhai jan forex ap ko bhut c sahooliyat mohayya krta h. ap trade lga kar bhut sa munafaa haasil kr sktay hn. lakin mn ap stock k baray mn btata chalon k stock main ap ko broker bhe milain gay lakin ap ois tariqay say munafaa hasil kr sktay hn k jab ap ko signal milta h to ap trade lga ka buy ya sell kr k munafaa hasil kar sktay hn. ap is main 10 hazaar ya is sy ziada bhe invest kar k trade lga kar munafaa hasil kar sktay hn
        • #5 Collapse

          Dear is kay liay aap ko pakistan forex broker talash karna ho ga jo aap ko pakistan stock exchange main trading karnay ki acess daita hai. Hamain chiay kay kay forex trading main stock market per trading na karain kiun kay kafi zada risky hoti hai. Is liay hamain chiay kay sirf or sirf jab bhi trading karain major currency pairs ko trade karni chiay na kay hamain trade karnay say pelay forex ki qualification laini chiay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            bhai pakistan ki stock exange main trdaing ka method yahi hai k os main hmain thnigs main tradingkarni hoti hai os main currncies nahi hoti hain es k ilwa stock exnage main hmain bari invest ks ath trdaing kari hoti hai os main hum kam invest k sath trdaing nahi kar skty hain es k ilwa hmain os main loss bhi zeyda hota hai

            اب آن لائن

            Working...
            X