Trading k liye loan ya qarza lena kesa hai.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k liye loan ya qarza lena kesa hai.....
    Friends meri ya baat yad rakhen k kabhi bhi aap trading k liye kissi se loan ya qarza mat len q k aap jab bhi loan ya udhaar ki raqam se trading kren ge to aapko zara bhi confidence ni hoga jiski wajase aap kabhi bhi trading men positive ni ho sajte hain q k jo fear of loss hota hai wo aisi raqam pe aur ziada ho jata hai isliye kabhi bhi aisi investment kr k trading na kren agar ham aisi investment se loss men challe gay to phir hamare liye barri preshani bn sakti hai so apne bonus se ya apni investment se trading krna hi behtar hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan humay qarzay ki raqam nai leni chaye trading krnay ky lye kyon k forex risky business ha aor kisi ki raqam pe ap kbi comfort feel nai krtay aor confidence kho kar ap barra loss kr betho gay jo ky tention ban sakti ha islye isko avoid kr dena behtar ha
    • #3 Collapse

      Dear Friend Trading karnay k leayh ap ko kabi lone nahe layna caheayh es tara ap trading dar dar k karin gay aur es tara losses k chance bhat zda ho jaye gay .Hum cahyh k hum jub be trading k leayh investment karin to apni he investment kain...........
      • #4 Collapse

        G bhai mn agree krn ga ap se kabhe kise se qarz le k trade na karen nahe to bohat mushkil mn phans sakty hain hamesha apne pasy py trade kren
        • #5 Collapse

          aesa hargez nhe karna chaheye ksi b traders ko chahy us k pass trading ka jetna b experience ho but ye kadam nhe otana chaheye agar koi b trader forex business ko join karna chahta hay aur us k pass experience b hay to wo forums par only 6 month full time k sath mehnat kare jis se usko 6 month men 1000$ bonuss mel sakta hay jis se wo trading karna start kar sakta hay ye bonuss trading k lye bahut bra balance hay is se profit karte huwe ap apna kharcha b nekal sakte ho aur tarding k lye apne account k capital ko bra b sakte ho is trah se apko ache kameyabi mel sakti hay bena ksi karz k
          • #6 Collapse

            dear me is bhat se agreed nai karta ke ap trading ke liye loan le q ke ase mein jb ap loss kar jate hain tou ap ke liye bhout he muskil bn jati hai is liye apko asa nai karna chye aur khas kar ase mein jab instaforex ne apko itni achi opportunity di hwi hai ke ap bonus se apni earning kar sako tou
            • #7 Collapse

              Dear friends, forex ek business ha aur es main profit ka sath sath loss ka risk bi zarur hota ha...so hamain forex trading k lea loan nai lena chaheay..q k agar loss aa gea to phr masla ban jaey ga..es se behtar ha k ham posting karain aur bonus lay kar trading start karain.
              • #8 Collapse

                my dear sir apne acha sawal kia hai lekn mery khayal se apne khud se invetment ktna chahye ap ager ek baar bohat acha investment kr sakty hain to ap big profit bi kr sakty hain or sab se pahliy to apko forex ko sekhna chahye......
                ALWAYS BE HAPPY
                • #9 Collapse

                  yes aap thik keh rahay hai yeh new investor ko qarza nai laina chain jis ko b nai kuch ya phir order lagana aata ho aisay log boht zalil ho gai agar buray howay yeh loss bardashat nai kar sakay gai forex ko bura kehnay shuru kar de gai
                  • #10 Collapse

                    loan le kar trading karna hamary ley risky ho sakta hay, forex market ko koi barosa nahi hota hay hamy agar loss ho gia to ye loan hamy apni real money me se dena pard sakta hay
                    kesi be traders ko loan le kar trading business me invest karny ka nahi sochna chaye agar kesi key pass investment karny key ley money ho to wo real money se apni trading kar sakta hay magar loan wali bat bilkul be ghalat hay.
                    • #11 Collapse

                      forex aik aisa business ha jis m agr ham zra sa bhi casual trade krty hen to big loss ka chance ka bhi bn skta ha.always mature trading kren.aur aik bt yad rkhen kbhi bhi lan le kr trading na kren.blky bonus account se ya phir alni investment se trading kren.beshak km earning ho kekin jitna possible ho loan le k trading na kren.keun k forex markit ka koi etbar nhi hota k kbhi bhi direction change kry aur apka account wash kr de.so plz be careful
                      • #12 Collapse

                        trading k lye loan ya qarza lena bilkul ghalt kam hai ap pahly kam krna sekh lo kam karny wala banda loan lye bagair he kam kar k agy barh sakta hai agr ap loan ly kar trading karty ho to lose ki surat me ap loan k pasy duba lo gy or apko loan k pasy pay b karny hon gy so ap forex forum he use karo start me or kam ko agy barhao
                        • #13 Collapse

                          i think ap ko agar forex m paise invest ki zaroorat parh gyi h to ap qarza le sakte hai ye par pr depend ha.
                           
                          • #14 Collapse

                            i think, qarza ap ko tab lena chahiye jab ap ko shadeed raqm ki zaroorat hoti hai aur ap forex trade m invest kar ap is se zeyada paise earng kar sakte hai, baad me apni zaroorato ko pora karne ke baad ap qarza wapsa kar de.
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G hanap ki bay 100% right hay humay kabhi bhi kisi se udhar lay kar trading nai karni cahiay ia tarha hum har time tention main rahe gay k kahi loss na kar day aur is wajha se kabhi bhi behtar trade nai kar sake gay sab se best yehi hita hay k hum apni khud ki inveatment par trading kare take hum cinfident ho kar kaam kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X