Mera plan hai ke main 0.8825 ke price level par currency pair sell karoon, kyun ke mujhe lagta hai ke neeche ki taraf ek achi movement ka mauqa hai. Agar price 0.8849 tak barh gaya, to mujhe lagta hai ke trade close karna zaroori hoga, kyun ke is...
USDJPY ka chart dekhte hue, yeh nazar aata hai ke yeh pair H1 timeframe par mazboot uptrend mein hai. Filhal, USDJPY ki price 150.988 par trade kar rahi hai, aur yeh 150-period moving average ke upar hai, jo ke ek dynamic support level ki tarah kaam...