Forex may leave krnay k baad join krna ♒
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex may leave krnay k baad join krna ♒
    Yahan pr kon say loog han ju forex ko leave krnay k baad is ko join kr chulay han jis say un ko buhat zayda financial k lehaz say nuksaan howa ho ap ka working level kitna zayda ap ko nuksaan day sktaa ha kaam krnay say ap kya kuch tahan say seekh skty han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ap aik dafa forex market ko join kerny ky bahd chor dety hain you yeah market aesy hai ky ap dobara same market main ana zyada pasand kerty hain aur jab dobara same market main enter hoty hain tou pehly sy zyada strong stretigies ky sath same field ko join kerty hain
    • #3 Collapse

      Dear ais market mai sab se achi baat ye hi hai k ais mai hum khud hi boss hoty hai aor jab chaye rest kr sakty hai agar hum forex ko leave kr jaty hai aor aus k baad hum phir ais mai kaam start krty hai to aus se phly hum ko thora bahot demo par kaam kar lena chaye ta k hum ko market ki samjh aa jaye.
      • #4 Collapse

        Forex trading business itna best hai k agar koi is ko leave kerta hai to again kuch time k bad again join ker leta hai me khud aik se ziada bar leave means break ley ker again Forex trading business me wapis ajata hun q k Forex trading business best hai me is ko bohat like kerta hun me trading kerta rahu ga future me b q k yeh real business hai or is me earning bohat ziada hai.
        • #5 Collapse

          bhai forex aik ase market hai jahan ap ka jab dil chahy kam karo jab dil chahy chor do it depend on you mgr jin logo ko nuqsan howa or wo dil har k chor bethy halat ko dekh kr kafi log wapas ay hain or apny experience or knowledge ko use kar or apni pahly wali mistakes se sabak hasil kar k kam kar rahy hain
          • #6 Collapse

            Dear mery khayal main forex ko leave koi bhe nahi karta jo bhe 1 baar join karta hay. Bas ye depend karta ha k aap kahin aur busy ho jaain ya aap k pas investment lose ho jaay to aap forex chorty ho lekin jab bhe aapko moka milta hay aap lazmi forex ko join karty ho aur es kaam ke lazaat etni asaani se nahi jaat. Ye bht zayda interesting kaam hay.
            • #7 Collapse

              Ji sir ek forex trader ko agar first
              • #8 Collapse

                Bhai men to kahita hon forex ko leave karna bewakoofi he yahan pe losss se bhe buhat faida hota he aap ko market ke knowledge ho jaye gi bus aap forex ki touch men rahon . ek din zaror kamiyab hogy.
                • #9 Collapse

                  Aesa hi hota hai ky jab ham kafi aersa ky bahd dobara forex trading ko join kerty hain tou hamara sara experience waste ho chuka hota hai agqr zyada aersa trade open na kerwin tou phir sy jab trade start kerty hain tou new trader ky hisab sy hamari trading start hoti hai jo loss sy hi start leti hai
                  • #10 Collapse

                    dear dekhen mere khayal se jo log forex me come back krte hain wo apnay se neechay walo ki tarakki dekh kr come back krte hongay q k jab unhone sekha hoga to mehnat ni ki hoge esi lia choor kr chalay gaye hongay wo log layken ub mujhe ye umeed hai k ub wo jab aye hongay to full mehnat kr k sekh rhe hongay wo log q k ub unko es system ki important ka andaza hoga
                    • #11 Collapse

                      forex trdaing aik risky business hai es liye es ain up down hota raht hai or boht se log es main loss k bad apna capital tak gawa dety hain jis ki wjah se un ko kafi pareshani ka samna karna parhat hai es liye hmain apni trdaing main risk ko kam kar k trdaing karni chahye ta k hmara capital save rahy
                      • #12 Collapse

                        bhai jaan ap ny jo kha bilkual thek kha hy is mn jo bnda firex ko choor deta hy is ki sb sy bari bud qasmati hy k is ny is ko chor deya hy is lye mery khayal mn agar is ko loss bhe aye tu wo phe bhe is ko na chorey ....
                        • #13 Collapse

                          forex se leave karny key bad agar join kia jaye to apna forex trading ka experience complete karna chaye, jab forex business se koi trader leave karta hay to es ka koi na koi reason hota hay traders experience hasil na karny ki waja se be leave karty hey aur trading business ko time na dena be 1 reason ho sakta hay, esy traders jo forex ko rejoin karty hey un ko pehly se zeyda mehnat karni chaye.
                          • #14 Collapse

                            bhai g mn ap ki bat sy agree krta hon k kuch loog forex leave kr jaty hn Q k kuch logon ko loss unki posting sy ziada ho jata ha . aur kuch loog aisy bhi hoty hn jo lalach krty hn aur unko loss hota is trade mn logon ko kisi kisam ka lalach nahi krna chaheye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading ko aik bar join kar lay to es ko chorna mushkil hota hay aur humay chahiye keh es business main khoob time dain aur seekh kar es business main kam karnay main he faida hota hay es business main money management karty huway trading karnay main he faida hota hay esmain khoob focus karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X