Different problems in business

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Different problems in business
    bahot zeyda traders forex trading business me different problems face karty hey, aur me yakeen key sath keh sakta hon key ye problems common hi hoty hey aur common mistakes ye hoty hey

    1. money management ko use na karna
    2. loss ko control karny ka stop loss option use na karna
    3. profit hony key bad be more money earn karny ka greed
    4. loss trade ko bahot zeyda time key ley hold par rakna
    5. higher lot size ka use karna
    6. emotions ko control na kar sakna

    ye sab common mistakes hi hey jes ki waja se hamy es business me success nahi mil sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jo points pa ne dye hen yahi forex trading ki basics hen.agar en sari bato pe control kar lea jy to trading men loss ko bhi control kea ja sakta he.kea waja he k ye sari baten pata hony k bawajod ham mistake kar jaty he.en pe empliment q nhe kar sakty.etni zyada mehnat kar k bhi hamen loss ho jata hy.
    • #3 Collapse

      G han bro ap ne darust post lgai hy, forex trading buisnes main commonly subh ko aik jaisy mushkilat ka samna kerna padta hy aur jin problms ka ap ne kaha hy ye traders ki khud paida kerda problems hn ya in ko traders ki mistakes bh keh sakty hn yahi wo mistakes hn jin ki waja se traders ko loss hota hy lkn aik expert traders in subh baton ka khayal rakhta hy aur in mistakes ko rapeat ni hony daita
      • #4 Collapse

        G han ap ki bat bilkul theek hay firex trading main jo log apne emotions par control nai rakhte apni mistakes se nai sikhte aur kaam orofot par bhi khush nai hote aur zada ki kalach main rehte hay wo kabhi bhi kamiab trader nai ban sakteloss se bachne k liay stoploss ka istmal boht zarori hay par new trader is ka istmal nai karte aur is surat nain apna loss karte hay
        • #5 Collapse

          g han ap ny boht achy point hmary sath share kiye hain es liye hmain en points par focus rakhna chahye jub hum apni trdaing main stop loss or take profit use nahi karty hain tu hmain loss ho jata hai es liye jis factors se hmain loss hota hai un ko avoide karna chahye ta k hmain loss na ho
          • #6 Collapse

            market main kafi log kam karty hain or is main intenationaly kam kia ja sakta hay humain leraning ki base say hi humain ana ho ga kay trade karna humary liy easan ho sakay baki business main humain kafi issue ho saktay hain agr humain trade main practice karna ki base say kam karna ho ga leraning zrori hay
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              har business main agar hum kamyab hona chahty hay to esmain khoob mehnat karny ki need hoti hay so agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to esmain khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar he hum esmain kamyab earning kar sakty hay es business main mehant akrni chahiye
              • #8 Collapse

                forex trdaing main en he faictors par hmain loss hota hai tu hmain chahye k hum en points ko apni leraning main practice karty rahen ta k hmain es main expernce gain ho jay forex trdaing main hmain stop loss take profit ka use karna chahye apny emotion par qabo rakhna chahye or llalach nahi karni chahye ta k hmain acha profit mil jay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex trdaing main jub hum apni trading main tsop loss or take profit ko use nahi karty hain tu hmain loss ho jat hai or jub hum apni trdaing main anlsye nahi karty hain hmain tab bhi loss h jta ahai or jub hum apni trdaing main emotion par control nahi rakhty hain tab bhi hmain loss ho jata hai es liye jis ponts par hmain lsos hota hai hmain khtm kar deny chahye

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X