trading ka experience ho to phir loss nahi hota ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ka experience ho to phir loss nahi hota ?
    bhai yah btaye k trader yah khty hain k experience ho to o's k bad profit hota hai to mujy btaye k experience hasil hon jay to phir loss nahi hota jin k pass experience hota hai woh bhi to loss krty hain on k loss hony ki waja kua hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
    bhai yah btaye k trader yah khty hain k experience ho to o's k bad profit hota hai to mujy btaye k experience hasil hon jay to phir loss nahi hota jin k pass experience hota hai woh bhi to loss krty hain on k loss hony ki waja kua hoti hai
    Bhai expiernce lazmi he forex ko seekhna chahiye pehle demo account insta forex per use krna chahiye tu Bali har kisi ki planning or strategies hoti he lekin expiernce matter krta he agar expiernce nhe hoga tu loss hoga agar expiernce he to aik jaga se loss cover hoga agar aik me ho b jaye tu dusri taraf cover hoga
    • #3 Collapse

      Dear frend forex ka experions hasl karny mai bhot tym lg jata hai phr b agar jis ko es ki thori bhot samjh b aa jaye os k liye bhot best hai or wo es sy kuch na kuch lazmi earn kar leta hai laken samjhna bhot he zaruri hai.
      • #4 Collapse

        bhai trading main experience k sath sath ap ki luck b ho ne chahy achi agr ap ya soch ty ho k jo expert trader hain un ko loss nhi hota to asa nhi hai un ko b loss hota hai but wo kafi pairs main kam kr rahy hoty hain jis sy wo apna loss ak trade ka dosry pair main cover kr laye ty hain hum market ka andaz he laga sahk ty hain pr 100% koi nhi kahe sahk ta k kab or kaha move ho ge market.
        • #5 Collapse

          bhai app nay buaht he acha sawal kai hai, jo dost experience hota howa bhi loss karta hain bus wo lalch ko par jeta hain , ya wo thk say analysis ko thk say read ni kar pa raha ho ga phr he ja kar thora buaht loss hota hain, analysis say he hum market ki moment ka andaza lagata hain or wo hum say thk ni lagt bus ya he hain sub kuch or kuch ni es k lelawa
          • #6 Collapse

            g han trading me loss ko control karna ho to experience aur knowledge power ko improve karna ho ga, trading me loss koi be trader like nahi karta, agar hamy success hi hasil karna hay to es key ley hamy har soorat me loss ko control karny ka sochna chaye.
            • #7 Collapse

              bro shuru main loss seb ko hota hai agar loss se bachna hai ek huge invest karna ho gi jitna zaida balance ho ga utna hi account safe rahay ga jo new member hotay hai un k damag main paisa bara hota hai yeh un logo ki batain b ho sakty hai
              • #8 Collapse

                Loss jab forex trading ho to bady sy bada trader bhi loss karta hay kiyon k experience kam hota hy is liye experience waly trader bhi loss karty hain jo trader narves ho kar experience honey k bad bhi narvas ho kar trad karty hain wo loss karty hain experience k sath sath bardasht bhi honi chahiye bhai
                • #9 Collapse

                  demo py practice kr k experience gain kr lein taa'kay in future loss na ho
                  • #10 Collapse

                    bahi jaan ap ki bat bilkual thek hy iap ki is bat sy mn agree bhe hno jo bndy is ko sakhney k bad is ko direct start kr daty hny is k bad agar in ko chahaye k wo phr demo pr ja k is ki pratice practice karey or is k bad is pr kam karey or phr is sy is ko kabhi loss nhn aye ga ..
                    • #11 Collapse

                      forex trdaing main aghr hmari leraning achi hai tu hmari trdaing main loss ka factor kam ho jata hai es liye hmain chahye k hum apni trading ko best karny k liye leraning karty rahen q k hmari leraning se he hmain profit zeyda ho ga or loss kam se kam ho ga hmari trdaing main jitna hmara expernce ho ga otna he hum achi trdaing kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        g han bhia pki bat sahi hai forex trdaing main jitna hmara expernce ho ga hum otna he achi trdaing kar skty hain es liye hmain apny expeince ko gain karny k liye demo account ko use karna chahye q k demo account par trdaing karny se he hmara expernce gain ho skat hai or os k bad hmain loss bhi kam se kam ho ga
                        • #13 Collapse

                          Ji janab boht Achi baat ki hai forex trading main experience ka hona boht zaruri hai isi se hum successful ho sakte hain laikin kabhi kabhi experience k bawajud bhi hum loss kr baithate hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
                            bhai yah btaye k trader yah khty hain k experience ho to o's k bad profit hota hai to mujy btaye k experience hasil hon jay to phir loss nahi hota jin k pass experience hota hai woh bhi to loss krty hain on k loss hony ki waja kua hoti hai
                            Agar ham trading krty hoy hmaisha anaylsis kr k trade krain to hamara experience acha hota jata hai or jesy jsy hamara exoeruence brhta jata hai hamary loss k chnces kum hoty jatay hain or hm achay traders bn skty hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X