How many sources for learning forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How many sources for learning forex?
    Forex ko sekhny ka jazba ho tu kafi zaraye hein jin se is ko sekha ja skta hai.YouTube video aur net se be intaha asi site hein jin se kafi mawad mil jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend s there are so many source of learning forex trading it is online business , u can get videos lecture from internet and books from net you can get practice from demo account you must get knowledge first then doindoing trading plz avoid greed and hurry in forex , you also get help and knowledge from your seniors.
    • #3 Collapse

      Forex trading ko learn kerny ke kai source ya method hn, forex aik online buisness hy ap online learn ker sakty hn, for example youtube per forex ko search kren to ap ko bahut sa material mil jai ga forex ke bary main, is ke ilawa paid courses bh mil jain ge expert trader ke free waly course bh mil jai ge facebook per kai forex ke group hn wahan se ap learn ker sakty hn, ager koi ap ka dost hy to us se direct face to face learn ker saky hn
      • #4 Collapse

        Forex ke bare main learning bhi online yehni Internet per ho hoti hai ap google se forex ke bare main kafi kuch sekh skte hein.Forex ko sekhny ke ley koi proper koi idara tu nai hai lekin expert aur teachers ki madad is bare main le skte hein
        • #5 Collapse

          han g youtube facebook twitter aur instagram aisi social sites se humein kafi helpful material mil jata hai
          • #6 Collapse

            Aslam o alikoum my dear brother aap nay teak kaha hai kay forex trading main different web site hain jis per aap kam kr kay achi learning kr sakty hain es laiy aap internet aur you tube ka bhtr use krain aur agr aap demo account ko use kro gay too us say kafi fida hota hai
            • #7 Collapse

              ji brother apki bt thk ha agr ham fotex seekhna chahen to learning k bht se sources hen aur sub se best source demo account ha jis pe ham practice kr k apng experience improve kr skty hen aur agy chal kr achi earning kr skty hen.isky ilawa net se bhi ham help ke skty hen.
              • #8 Collapse

                Dear friends, forex ko sekhnay k bahut se sources hain..forex ki training k YouTube pa bahut saray courses mil jatay hain..es k ilava seniors ki company main rah k bi forex ko sekha ja skta ha...es k ilava demo account pa practice kar k bi forex ko sekha ja skta ha..
                • #9 Collapse

                  Forex trading my learning ke liye bahut sources Hote Hain sabse Pehle sources toh Hamare liye Park forum hai aur uske baad aap video tutorials ki help se apne learning kar sakte hain aur demo account par aap kaam karke Apne learning kar sakte hain aur bhi bahut sari places Hai Jahan Par aap apne learning Hasil kar sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    app kise b kam ko sekha ne k liya us ko kafi time dena par ta hai shuro main tab he app basic sekha sahkty ho asy he hum demo account pr kam kr k basic sekha jaty hain forex trading ki or time k sath sath hum real account pr trading kr ne laga tyhain aksar shuro main hamin trading sy loss hota hai pr us sy dar na nhi chahy us sy app ki trading or achi hoti hai or jo galti ak dafa ho jati hai wo dubara na kry ya kahyal rahk na chahy humain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X