Success and risk in every business...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    here in forex both thigs u would have to face both loss and profit. but slowli the chances of lossess are removed but if u work hard. the hardworking is the eraser of lossess. another key of success in forex is to learn from ur mistakes
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      yes dear forex me trading me success hasil karne ke liye hume risk to lena ho ga hume trading ko learn karne ke sath sath is me huge invets kar ke tarding karna ho gi phir hume pata chalta hai ke hum ek kamyab trader hai ke nai
      • #93 Collapse

        yes her business main risk bhi hota hai or kamyabi bhi risk sirf unkay liay hota hai jo mehnat nhi kertay hain or regular nai rehtay hain. kamyabi hasil kernay kay liay mehnat or regular rehnay ki zarurat hoti hai
        • #94 Collapse

          mai ye kehne chaoon ga k risk to her bussniness mai hota hai butt success aur loss kisi kisi bussiness mai hoti hai kisi mai loss aur kisi mai profit hota hai success aur failure b isi trha 50 50 hoti hain kisi mai success aur kisi mai failure
          • #95 Collapse

            g han dear success or risky har koi business hota hy lekin forex mein work kar k ap kafi achi earning kar sakty ho........... ye to bat done hu k forex achi hy
            • #96 Collapse

              i think marey kahyail say jha tak ma jhanta ho boaot say log foraex ko rizke bizunees samjhte hai par yae rizki nai hai bilky yae boaot achi side ha.
              • #97 Collapse

                ji bhai mere forex trading ka business aik risky business hai jis me trader ko har kadam bari hi ehtiat se rakhna parta hai ke kahin loss na ho jaye lekin jo trader risk uthane ke aadi hote hen wo risk lene ki bina per earning bhi kr lete hen.
                • #98 Collapse

                  g han aap na bilkul theek kha ha ka kamyabi or loss to har business ma hta ha or ya to business ka aik hisa hta ha or isi ka naam to business ha ka kia aap ka andar itni ability ha ka aap apna loss ko profit ko kis trha sa manage karta ho agar aap ka anadar ya ability nhi ha to aap aik acha businessman nhi ho , is lia agar kabhi bhi loss ho jy to insaan ko himat nhi harni chahiya .
                  • #99 Collapse

                    koi business start karne se pehle us kay effects zaroor dekh leny chahien keh profit kitna ho ga aur loss. Lekin achy knowledge se successful bhi ho saktey hain forex main.success or risk tu har business main hota hai lekin success itni esaily ni milti q k jitna zaida ap hard work karo gay utna hi zaida ap earning bi kar saktay ho.
                    • #100 Collapse

                      ji han freind har business mai kamyabi hoti hain ese tarah forex trading mia bhi sucees hota hai.....mery khayal mai to risk hamy hay busineess mai lena chahiye.............
                         
                      • #101 Collapse

                        hey brothers .. asalam o alaikum ..g han dear success or risky har koi business htoa ha lekin forex mein work kar k ap kafi achi earning kar sakty ho thora risk hota ha lekin hard work or acha experience ap ko easy success dila sakta ha... wel em new in this tou is k barey mei or zarurr study krnga .. thankyou
                        • #102 Collapse

                          risk to har business ka hissa hai aur loss bhi business ka aik hissa hai isliye loss sey nahi ghabrana chahiye aur trading soch kar karni chahiye
                          • #103 Collapse

                            dear brother assalam o alaikum ji hn yeh baat bilkul correct hai koi bhe business ho risk or success business ka hissa hota hai issi tarah ap ko forex mein bhe risk lena parhta hai profit earn kar ke liye or agar ap hard working karo0 to zaroor success milti hai apko
                            • #104 Collapse

                              Her aik business main risk hota hai aur baghir risk kay koi institution birth nahi ho sakta hai lehaza hamain chahiye keh koi company beginning karne se pehle us all kay effects zaroor dekh leny chahien keh revenue kitna ho ga aur loss. Lekin achy knowledge se successful bhi ho saktey hain forex main.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                dear ap ki post achi hai aur ap ny theek bat kahi k success and risk to har business main hota hai aur forex main b hai but hum mehnat sy risk k chance km kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X