Akhir konsi qwotain hay jo price ko up ya down lay jati hay?
Kisi country ki currency kay mazboot ya kamzor honay ka daromdar es mulak kay adna eqstadi sanati rozgar aur bank ki shra sood wagera par hota hay traki yafta countries har month mukhtalif tareekh ko ailanat karty hay en ailanat ki badolat market main hadd say ziada tezi daikhnay main ati hay forex factory .com kay calandar main lal rung kay waqat honay waly ailanat ko 15 mint ya 5 mint kay time frame main daikhnay say market ki tezi ko bakhubhi andaza lagaya ja sakta hay en ailanat kay waqat trading ko news trading kehty hay news trading bohat ziada khatarnak hoti hay kyun keh price chand second main 50 say 70 pips umoman hit karti hay America kay Non Farm Pay Rolls kay waqat USD/JPY , EUR/USD, GBP/USD, USD/CAD ko daikha jaye to kabhi dafa price 100 say 200 pips tak move kar jati hay es trha ba asani stop loss hit honay ka shikar ho jaty hay bohat say traders
News trading bohat he tajarba kar traders kar sakty hay es kay liey taraqi yafta countries ki shra nmo shra zr eqtsadi o sanaeti adado shumar rozar aur shra sood wagera ka mukamal elam honay kay sath sath demo account par lambhi practice ka hona zaroori hota hay koshisi karen keh kisi bhi currency kay aham ailan say pehlay upar trades close kar dain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим