Hum forex aur trading ke bare main aik dosary se help leny se ka katraty koun hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum forex aur trading ke bare main aik dosary se help leny se ka katraty koun hein
    Main nay yeh bat kafi time note ki hai ke log aisa nai karte ke mushkil sorat hal main help le lein balke aisa karna wo ahsas kmtri smjhty hein aur isi soch ko le kar wo aisa nai karte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul g aisa he hota ba. Jab bhe ham logon ko samjh nahe aa rahi ho ham log kiso ke help leny ke bjaay khud he faisly karty hain jis ke wajha se halaat bad se badtar ho jaaty hain. Aur hamko pata bhe hota ha k koi banda hmaari madad kar sakta ha phir he ham log us sy help mangny ko apni bezti samjhty hain. To bahi logo esa bilkul bhe nahi karna chahey aur aik dosry ke help lazmi karni chahey.
    • #3 Collapse

      Salam dear friend app na acha bola hai k hum ek dosry ki help kary ek dosry Ko Jo hum acha mashwara dey tu ya kafi acha hai ek dosry ke help lazmi kary
      • #4 Collapse

        bilkul thk kaha ha ap ne.hamen chahye k jb bhi trading m loss hona start ho ya trading k start m he apny kisi achy colleague se ya alny kisi expert senior se zrur suggestion kr kena chahye.keun k wo hmen acha guide kry ga aur hmen profit gain ho ga to usy bhi khhshi ho gi.
        • #5 Collapse

          Dear asal me bat ye hy k hum me confidence nhe hota k hum kisi se bat kr saken ya kisi se poch saken k ye ho gaya hy ab kia krna chaey agr hum dosron ki help len to ohr hum instaforex me bhe or aam life me bhe kamyabi hasil kr sakty han or dosri bat hum se agr koi pochy to hum usy btaty nhe hy k kahin ye hum se agy na nikl jaey is tarah ki or bhe kai wajohat hongi
          • #6 Collapse

            bhai Jab Tak Hum Ek Doosre ki help nahi karenge tab tak Hum Kamyab nahi ho sakte isliye Hame chahiye Ke Hum Agar Kisi Se help ki zarorat hain to help le le aur Agar Kisi Ko help required hai to uski help kar de Aisa Karne Se Hamare knowledge maybe izafa hoga
            • #7 Collapse

              Logon main yeh bat hai jati hai ke wo apni ana ko kbi shekast nai de paty aur khod ko bar bar loss ki tarf le kar jate rahty hein. Trader ko apni islah karni chaye aur aisa nai Karna chaye bal keaik dosary se aisay taluqat rakhny chaye ke har waqat ap ke mind main dosaron ke bare main achi aur bhtr soch ho jo help karny ko kbi arr na smjhy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Forex aik aisa complicated business hai jis main har niya any wala din neye naye challenge le kar ata hai aur ap ko is challenge ko pura karny ke ley mehnat ke sath sath kisi achy aur expert trader ki zarorat hoti hai lekin help bahat km log lety hein .Trader apni self respect ko is main le kar a jate hein halan ke Asia bilkul bhi nai hona chaye

                اب آن لائن

                Working...
                X