helo friends mai mai 2011 say trading mai hun aur mai nay daikha hai k 2016 say pehly markeet ka ziada tar trend aik he tarf hota tha aur market 1000 pip tak chlti the aik trend mai but ab asa nahi hai markeet 50 ya 100 pip jany k bad phir ulti chal parti hai aur bndy ko confuse kar daiti hai asa kun hai app k khyal mai mere khyal say tu forex traders ki tadad mai izafy ki wja say markeet asy behave karti hai apka kia khyal hai.