impact of news on forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    News forex market main bahot zyada asar kerti hai kabhi kabhi tou forex market ki total movement news time per aik taraf hi chali jati hai aur kabhi kabhi aik side per bahot zyada move kerny ky bahot reverse move kerti hai jo best time hota hai ky trade open ker ky profit hasil kia ja sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G haan bilkul news ka direct effect forex ki market par hota hay aur forex business main ek aysa bhi tabka paya jata hay jo sirf news kay waqat hi trading karty hien jis say un ko kafi profit ho jata hay magr ye kaam sirf experienced members ho karty hien har new trader news kay waqat trade nai hamdle kar sakta..
      THKS
      • #18 Collapse

        Dear news forex.market per bahut asar andaaz hoti hain aur jab news ka time ho tou uss waqt new trade open na karain balkay jo trade chal rahi hai ussi ko chalnay dain new trade open karnay se loss bhi ho sakta hai iss lye news parh kar trade open kya karain
        • #19 Collapse

          mere khayal me news time trade nhi lagani chahye ku k impact some time harmful hota hai or sl humsha hit kar k neche ata hai so sl hata do ya phir wait kar k jab market me sakoon ajaye phir trade lagaye to zada acha hoga
          • #20 Collapse

            market par news hey ka tu impact hota hai isi ke waja say supply or demand ka tayun kea jata hai phir isi base par traders currency ko buy ya sell kartay hain ager new achi hai is ka matlab currency pair ke value zeyda hoge tu log buy karna shuru kar detay hain isi kay baraaks ager news buri hai tu log currency ko sell karna shuru kardetay hain.
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sofia001 پيغام ديکھيے
              dear all kisi b mulak ki jo news hoti hn uska forex market py bht zyada impact hota hy. lekin mera basic sawal ye hy k kya news k waqat hmen trade krni chahye? kya ase trace nuksan mn ja skti hy? ya iska faida hota hy?
              Dear bht acha sawal ha aur mery experience k mutabik news pe trading agar karni ha to 1 proper plan hona chaheyes k elawa idea laga k trade ni lagani chahey. News pe trading esy ke jaa sakti ha k aap pending order laga den aur market agar us direction main move karti ha to phir aap ka order buy stop ya sell stop ka active ho jaay ga. Aur max 40pips ka tp laga den. Umeed ha ye tareeka news k time kamyaab rahy ga.
              • #22 Collapse

                piyare bhai achi aur buri khabron ka bht asar market pe hamesha hota hai jab koi bhi koi achi aur positive news chalti hai to market hamesha oper ho jati hai aur buri aur negative news pe hamesha down
                • #23 Collapse

                  jo news hain wo Forex par nazar andaz hoti hian, buaht zada nazar andaz hoti hain, news k time hum ko trading ni karna chaha agr tu app nay trading lage hoi hian tu try kar k app apni trading ko close kar la , thora saw app wait kara os k bad app phr say trading laga la jo app ko best lagti hian
                  • #24 Collapse

                    News ka forex market par effect horizon hai. Bohat say traders forex market mai news Kay waqat trade krtay hai aur forex market mai regular profit hasil krtay hai. News Kay waqat srif wo log he trade krtay hai Jin Kay pass experience Hoya hai. Es lye forex mai experience zaroori hai
                    • #25 Collapse

                      ji han zyda tar USD or EUROp ki news ko follow kya kare jo market ko belkul he up down karwa deti ap rozana news check kree or bad me trading kya kre q ke news jub ati he to expers bhi trade nahi lagate q ke market kaha ja rahi he unnhe bhi pata nahi chalta he islye mere bro ap news ko bhi follow kre or jub bhi news aaye ap trade mat lagaye
                      میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                      انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                      وہ خود ہار نہ مان لے
                      Posts Ache Lage to please Click Thanks
                      • #26 Collapse

                        dear me apko pehle to ye batadun k subse pehle ap news ko dekhen k wo kis currency pair ki hai ap koshish karen k us news k dooran trading na karen q k agar apki trade lage huwe hoge or news ap ki trade k against chali jati hai to apko wo bht zada nuksan degi high impact news hoge to
                        es k elawa apne subse zada trading me america ki news or usd dollar ki price ko nazar me rakhna hota hai jo apko bht faida de skta hai friends.
                        • #27 Collapse

                          ma to kahu ga k is me trading nahi karni chahiye q k agar to sahi hui to apko bohat profit mily ga lekin agar market against move kar gai to apko ek jatky me bohat loss ho sakta hai is liye news trading me nahi karta.
                          • #28 Collapse

                            Dear, Every news is not 100% accurate. Is liye trade krney sy phly ye confrm kr lain key ye news sahi bh hy ya nahi or mokamal investigation krney key bad ap is main trade krain. trade krney sy phly Expert ki Raye ly leya karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              G haan news ma forex ki market pay bahut ziyada impact hota ha kisi country ki currency main jb change ata ha ya kisi chez ki shortage ati ha to uska directly impact forex ki market pay hota ha jahan tak news k doran trading krnay ki bat ha to us time i think trading krna kafi riskey hota ha kyun k market kahan tak jerk lay gi andaza lgana mushkil hota ha so us time trading na krna he behtar rahay ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X