Newbie trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Gee bhai bilkul newbies ko hamesha aasaan trading karnay chahyea kyun kay iss se unn ko market ka experience bhi ho ga aur trading ka bhi aur agar aap shru se hi mushkil pairs mein kaam karain gay tou aap ko experience bhi nahin ho ga aur bonus bhi loss kar jain gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear me to kahun ga k agr koi new member join krta hy instaforex ko to usy faoran se trade nhe krni hy usy pehle demo account me practice krni chaey or phr jb usy kuch experience gain ho jaey to tb usko trade krni chaey real account me wo bhe kisi senior member ki rai ly pehle phr trade kry
      • #18 Collapse

        Dear brother Jo new trader Hain un ko chaiey Kay wo phelay achi tarah forex trading Kay baray main jana Kay wo hay Kia or wo kis tarah Kam karti hay phir un ko chaiey Kay wo demo account main. Zyada say zyada practice karay taan Kay un ko pata Chalay Kay trading kis tarah ki jati hay
        • #19 Collapse

          Dear brother aap nay sahi kah hay asal main jin pair ko aap ne mention kiya hay in ka spread ziyada hota hay aur movement bho boht tez hoti hay agar to thori si bhi kotahi ho jaye to hamin boht loss bardasht karna par sakta hay is lye new traders ko main to silver hi recommend karun ga..
          THKS
          • #20 Collapse

            Dear brother aap ne newbies ko jo mashwara dya hai woh bahut khoob hai aur mein tou kahun ga kay newbies ko chahyea kay woh aasaan se aasaan tareeqoun per trade karain aur jab experience ho jaye tou phir iss market mein new new tajarbaat karain
            • #21 Collapse

              piyare bhai aap ny yeh jo term aaj use ki hai man isko pehli baar sun rha hun is liye ap is ko ziyda explain kr den ta keh muj samait aur bhi bht se piyare piyare bhaion ka feda ho jaye bht shukriya apka
              • #22 Collapse

                new traders k liye ap ki advice bilkul sahi hai pehly majour pairs par trading kary or phir slow slow wo dusry pairs par trading kary ta k unko experience ho jaye or wo loss sy bach saky or profit hasil kar saky.
                • #23 Collapse

                  g apki bat sahi hai or main apki bat se garee hun forex trdaing aik risky bsuiness hai jis main hmary pass boht sara knowledge hony k sath sath es ka expernce bhio hona chahye new trdaors k pass itna knowledge nahi hota hai es liye un ko chahye k starting main un paisr par focus karen jin ki un ko achi trha msjh hai pher ahista ahista baki pairs par focus karna chahye
                  • #24 Collapse

                    market main kam karna hay to is main kafi practice say kam karna ho ga kun kay market main boht say log kam karty hain is main new comer b hain jo trade main kam karty hain or success hasil kar skty hain humain apni mehnat ko acha karna ho ga ta kay trade ko smjhna or is main kam karna asan ho sakay
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #25 Collapse

                      Buhat he achi baten batye aap ne main new hon .Demo account pe bhe pahly pair EUR/USD pe practice kar raha hon Mairy khayal se ye pair buhat he movement men rahty hen according to others.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        market main boht say log kam kar rahy hain humain is main agr success hasil karni hay to hard work kar kay aana ho ga is mai nboht say new comer hain jo trade main kam kar rahay hain humain is main start main parctice karna ho gi is kay sath hi humain is main low risk say trade karna start karna ho ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X