One day posting limit kitni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    new system rules key mutabeq ham 15 posts daily kar sakty hey, forum key es rules ko ham ne ab follow karna hay, mery khayal me es se zeyda posts karna hamari posts ki value kam ho sakti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex trading main rules change hoty rhty hain is main ab aik or rules new add kia gya hay jis main ye hay kay hum ziada posts karny ki bjye agr km posts karty hain to b humain acha profit hasil ho sakta hay magr is kay liye shrt ye hay kay hum posts kay liye acha data likhain or kablekabool mawaad is main darj karain
      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
      • #33 Collapse

        forum k rules change hotay rehtay hain according posting limits etc abhi aj kal ap 15 posts per day kar saktay ho ab ap ki wish ha daily ap 10 kro 12 ya 15 ap ko daily ka kaam daily krnc haiye meri advice ha ap daily kam se kam 12 posts lazman kar liya kro
        • #34 Collapse

          Aj kal to jo daily posting ki jo limit hai wo to 50 posts hain or is sy zeyada posts ap nahi kar sakty agar ap is sy zeyada posts kary gy to apko khud hi show ho jaye ga or limit sy kam jitni marzi posts ap kar lyn us ki koi tension nahi hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Bhai aap daily50 post kar sakte hain ab jo rule nikala gaya hai Uske mutabik par shart yeh hy k apki posts miyari hoon aur forum k rules k tehat hoon q k agar ap against rules posts karien gy to apko bann kar dia jaye ga

            اب آن لائن

            Working...
            X