"what is main weakness of new traders"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Allow and give advice to beginners although the they-and I am not in a terminal around the clock on the span, you need to trade when there is no pressure, especially in material terms, but otherwise still lose more.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      sub se main weakness is busienss mi kisi bhi new trader ke ly ha wo greadness and is business mi proper skill ka na hona ha and is ke elawa new forex tarder ki koshihs hoti ha k wo kum time mi ziyada se ziayad lkot ki tarde ker ke profit hasil ekrny ki koshish karien and isi way mi un ka wholw account ka loss hoi jata ha.
      • #378 Collapse

        tarders ka weakness to mery khyal main ye hain ky taders darty hain ky kahe hame loss na hojay uar dosra lalech buhat hota hain forex main
        • #379 Collapse

          Sir mere khayal may jo new trader hotay hain un ko kuch basically cheezon ka bhi nahi pata hota hai or wo bolawaja hi forex may enter ho jatay hain us kay baad wo deom ko bhi nahi use kertay hain tab usay loss hi loss hota hai
          • #380 Collapse

            Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy kun ke is mai new traders jo hoty hy wo is busniss ko na seekhty hy or na he is ko smjty hy kun ke is ke elawa koe haal nai hy
            • #381 Collapse

              Hr trader k trading krnay ka treeka or strategies other trader say bilkul different hoti hai or hr trader apnay target k mutabik hi trading krta hai.Isi liye kbi b other traders k signals ko follow nhi krna chahiye blkay khud ki strategies ko trading k liye use krna chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #382 Collapse

                Agar hum new traders ki weakness i bat karain gey to un ka knowledge buhat kam hota hy aur woh forex ki strategies key baray main ziada nahi jantey hain. Forex main strong honey key leye knowledge ko barhana chaheye aur ziada sey ziada practice karni chaheye takeh forex market key trend ko ziada sey ziada jan sakain.
                • #383 Collapse

                  zayda tarh dakha jaye to new tarder ko kwork karet hoe ya un ke weaknes ke wjaha hae un ka dar ku kae onlien work krte ho zayda tarh ya smjah jaet hae ke luck he kam kre gae wo ya neh sochte kae luck ke sath stah unho ne learning kr kae uten achive krya hae ya pratise ke hy wo just usae dar ma stress hokae kam krte hae to loss hoen ke chnases bhae barh jat he or wo us bat pe rhtae hey kae online work is a luck jab kae forex ak bhot hae acha business hae us ma hum apan future bright kr saket hae
                  • #384 Collapse

                    forex tarding mien mere hisab se main weakness har trader ki ye hia ke wo is mien greedy hojaate hian aur is mien sahi se kaam nahi kar paate iske liye apko chahiye ke ap is mien mehnat karen aur isko seekhen.
                    • #385 Collapse

                      forex treding biznees min hum ko yahun par new treder ke loe hum kp wecnes milta hy un ke lie ye buhat hi zyda mushkal hota hy kun kas biznees min esa hota hy
                      • #386 Collapse

                        jab hum trade main mistake karty hain to humain bar bar loss hota hay humain apny weak point ko learning kar kay kam karan ho ga ta kay humain market main achi earning hasil ho saky
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #387 Collapse

                          fear .. knowledge aur experience ki kami in ki weakness hoti hy lehaza unhey zaida se zaida mehna karni chayein yahan aur har cheez ko bht axhey se samjhna chayein ta ky humari muskiley kaam ho jaye yahan par aur hum aram se kaam kar sakhey yahan
                          • #388 Collapse

                            New traders ki main weakness yeah hoti hai ky woh profit hasil kerny main bahot jaldi kerty hain aur ya tou loss main trade close ker dety hain ya phir acha profit hasil hony ka chance mis ker jaty hain so new traders ko hurry factor sy avoid kerna chahiay aur apni trade with cool and present mind sy kerni chahiay
                            • #389 Collapse

                              humain is main agr succes hasil karni hay to hhumain demo ko use kar kay practicec saya kam karna ho ga jis say humain market main loss km ho sakta hay apny weak point ko sai karna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Forex main uncertainity hy aur kisi bhi waqt buht kuch ho sakta hy aur aap ko loss bhi ho sakta hy aur profit bhi ho sakta hy. Hamain forex trading key dorna paida honey waley khatrat sey agah hona chaheye aur aisi strategies use krni chaheyen jin ko use kr key hum loss ko control kr sakain aur acha profit bhi bana sakain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X