news trading k faidy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear news trading ka bht faida hota hy kun k jahan tk mera knowledge hy to aj tk maximum news sahi hoti han or jo bhe un news ko follow kr k trade krta hy us ko hamesha profit hi hua hy or bht kam aise chances huey hon gy koi news ai ho us pe trade lgai ho or wo trade loss me chali gai ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      News ka sabse Jyada fayda hota hai ki Jab news aati hai to market hai bahut jyada fluctuation aa Jati Hai Aur Is Tarah Se agar aap ka koi order loss mein chal raha hu to aapko chance Mil Jata Hai ki aap apne aurto ko kam se kam loss me close kar de aur Kabhi Kabhi Aisa Hota Hai ke woh order of ka profit main bhi chala jata hai isliye news kab Hota Hai
      • #18 Collapse

        Dear brother news trading risky bohat hota hay mugar is main aap ko profit hasil karnay ka bohat zyada chance hota hay is lay zyada tar trader news trading ko tarjeeh be datien Hain jis say wo profit be hasil Kartien hai news timing main aap ko sahi point ka wait karna chaiey taan Kay aap profit hasil Kar sakien
        • #19 Collapse

          G haan trading news say hmain kafi help milti ha. News ka kafi asaar hota ha market pay jb bhi koi event ata aha to market ki achnak movement zarur hoti ha phir us hisab say apnay safety measure lay lenay chaheay. News ko samjhna bahut he important ja trading k doran.
          • #20 Collapse

            Dear trading kay analysis kartay waqt news ko zaroor follow karain kyun kay agar aap news ko follow nahin karain gay aur aap ne trade opposite to news open kar di tou news kay time pe market bahut tezz move karti hai jis se aap ka account bhi wash ho sakta hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Dear frend new sy koi loss nai hota agar osy sahe tarha sy follow kiya jaye ye zaruri nai k hm jo b news mai osi ko pakar k beth jaye bilky hmy apne analysia ko b dakhna chaye or ye b dakhna chaye ki market ki movement kia kehti hai kal market kis tarf thi or aj kis tarf jana hai sab chezo ko zahenmai rakh k kam kiya jaye to ap bhot achi tread creat kar sakty hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X