Knowldge in Forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Forex ko start kerne se pehle aap ko knowledge about trading lena bht zaruri hai lyinke yahan pe baghair knowledge ke aap kuch nai ker sakte aur aap ko bht mehnat bhi required hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      forex m knowledge hi sb sy important cheez he ugr hmary pass knowledge nhi to kch b nhi q k ugr hmen forex pr work krna he to lazmi bat he k hmen forex k bary m knowledge honi chaye.
      • #63 Collapse

        yes I agree with you ke is ke lie knowledge hona zaroori he is ke bhagair hamain bohat loss ho sakta he or ye ziada tar new trader ke sath hote he is lie hamain chyee ke phale practice Karen pr is pr ae..............
        • #64 Collapse

          Kisi bhi trader ko forex trading start karne se pehle is ki achi knowledge haasil karna and iska experience gain karna zaroori hai kyun k agar trader bina knowledge ya learning k tradingkareg ato buhat loss ka samna karna parega is lye better yehi hai loss se acha yeh hai k pehle khud ko train kiya trading mein then is ko start kiya jaye.
          • #65 Collapse

            Yes Bro! I'm agree with you that being a new trader we should try to learn it first that what is this. After that earn from it. Because its a difficult and one of a new bussiiness for alll: so should try learn its fully and then earn from it.
            • #66 Collapse

              bhai agar app new trader hain tu app kay pass forex ki knowledge hona bauhat ziada zarori hai warna app ko bauhat ziada nuqsaan ho sakta hai agar app kay pass knowledge hai tu phir app kamyab ho warna app ko bauhat ziada nuqsan ho sakta hai forex ki malomaat hona app kay liye bauhat zaida zarori hai agar app kay pass knowledge hai tu app trading start kar saktay ho aur kamyab bhi ho jao gay.
              • #67 Collapse

                knowledge ka hona forex me bhut hi zarori hai k agar apko knowledge nai hogi to koi bhi kamkarnme ka idea nai hoga apko nai pata hoga k konsa kam kese karna hai or kis tarhan karna hai knowledeg apko har tarha se faida puhnchati hai
                 
                • #68 Collapse

                  Knowledge Forex trading k liye buhat zarori hai jo bhi trader Forex mein success hasil karna chahta hai usy chaiye k woh pehly Forex ki proper knowledge hasil kary phir Forex mein kaam kary kyun k bina knowledge k koi trader success hasil nahin kar sakta.
                  • #69 Collapse

                    jo bhee new trader hay mein bhee unko yahe mash wara don ga k forex per work start karnay say pehlay apko iski malumat lana or knowlage hasil karna zarori hay.ap pehlay din say he profit ka na sochay balkay apnay skills per mehnat karein
                    • #70 Collapse

                      Offcourse my dear friend ur right. 1 acha trader bann nay k lye knowledge ka information ka and experience ka hona bhoot xaroori hain. kyu kai without learning apko market kai barray main kuch pata nai hota hain ap phr ap trading bhi theek sai nai ker sktay and phr apko profit ke jaga loss he loss hota hai
                      • #71 Collapse

                        yes my dear forex trading business aik aisa hi business hai jis mai agar hamary pass knowledege or experince ni hai to ham is mai aik kamayab trader ni ban sakty hain is mai hamy aik kamyab trader ban ny k lia is mai ziada sy ziada knowledege or expeirnce hasil karna chahiya ta k ham ismai ziada sy ziada earning kar saky
                        • #72 Collapse

                          according to me i think that it is a business of trading and we can get a lot of profit from this business but the knowledge must be there and experience also so we must have the halp of our teachers and any other who can help us.
                          • #73 Collapse

                            ji haan forex main knowledge ki bht zarorat hoti hai jab tak app ko malomat nahi hogi is k rules nahi pata hongy app ki skills develop nahi hogi app main trading kernay ki ability nahi aye gi is liye apny experience ko practice say gain karin malomat main izafa karin or apni knowledge ko bharha k ik achi trading karin taky profit main rahin..
                            • #74 Collapse

                              proper knowledge forex trading business ma success k lia boht hi zarori ha, bina knowledge k app kisi bhi field ma kamyabi ki tawako nahi kar saktay, kamyabi tabhi possible ha jub koi mehnat kar k pehly achi trhan seekhy or phir kam start karay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ok sir . Knowledge is the best power of this business. A good knowledge always help you yo make good profit. You can gather more knowledge by demo trading. .............

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X