"Do you use SL and TP in trading"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mere bhai jaan mei ntou iss ko zaroor use kerta hoon kiyon k iss se hu machi taa se apni forex tarde ko ker saktey hain aur acha profit hasil ker saktey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Dear, forex k buisness mein humen stop loss aur take profit k tool ko use karna chaiye kiu k is k zariye sy ham loss sy zyada sy zyada bach sakte hen aur kamyab ho sakte hen
      • #33 Collapse

        me pehlay use nahi karta tha lekin ab use kar raha hon au rme samjhta hon k ye bhot he ahm kirdar ada karti hai humar trading me is k lye he sub cheezon ko shuru say he dekha ja sake ga aur hum apna kam kar len gay.
        • #34 Collapse

          Dear set loss aur take profit lagana trade ma bot zidada zarori hy q k kuch ni pata hota k ap ki trade kis time kdr chali jay aur ap hr waqt online b ni rh skty es trak take profit aur set loss laga ho to ap ka account safe hota hy ni to ap ka account wash b ho skta hy kisi b time koi news any par
          • #35 Collapse

            thek keh rahe hoo yar ap stop loss and take profit ka koi khas fayyda nhi he yhi behter he k ap live trading kro ye un k liye hote hen jo bohat barhi lot laga ker kahin site per cahlay kana chahte hen aur un ka balnce bhi zyada he per ager humarey pas expereince aur balance kam he to humen live trade hi krna chhahiye
            • #36 Collapse

              Brother bilkul m is sl or tp use karte ho kiu k ye bohat achy tool ha is k waja s humy bohat help milty ha trading karny m is ka faida ye hota ha aro yaa bot ashan be ha
              • #37 Collapse

                Assalam.o.Alikum Mujay is baray may nahi pata ka ya keya han me is may bilkul new hon
                • #38 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: rwoi
                  dear bro me ap ki bat sea gree hu nahe bhai aesa nahe he mere lye to take profit or stop loss dono bohat ache hen , yeh apko apne loss or profit ko control kerne men bohat hi madad gaar sabit hote hen inki wajah se hamen her time forex trading software ke samne bethna nahe perta ..
                  g haan mere bhai ajan mein tou apni forex tarding busienss mein stop loss aur take profit ko use kerta hoon kiyon k yeh aik best online busienss hai mein iss se profit kama raha hoon
                  • #39 Collapse

                    G han me stop loss or tak profit har trade me use karta hn is k use karny se meri trade safe rehti ha kyun k mjhe acha profit bhi hasil ho jata ha or me bary loss se bhi bach sakta hn is liye me is ka use har trade me karta hn ta k acha rezult hasil kar sakon
                    • #40 Collapse

                      nhi bhai jan maine kbi b apni kisi trade mn s/t ya t/p nhi use kiun k muje kbi zroorat hi mehsoss nhi hui mai pc k pas beth kr hi trading krta hun
                      • #41 Collapse

                        g han bhai jan forex trading aik business hy ye koi game nahi hy men jub hi forex men koi trade agata hn toTP or Sl zaror use krta hn q ky in ky bagher trade krna aysa hy jysy gambling krna is liy SL or TP zaror use krna chahiy
                        • #42 Collapse

                          Dear brother mein stop loss or take profit dono ko use karta hoon or phir trading karta hoon muje is mein loss nahi hota or muje acha profit milta hai ager loss ho bhi to bohat hi kam hota hai forex trading mein humein stop loss lazmi use karna chahiye yeh best hai
                          • #43 Collapse

                            g ma in dono ko hi use karta hn kion k ye dono buhat hi zayda kamal k hn or in k sath buhat hi safe trading ki ja sakti ha is liay ye dono meray liay best hn or ye buhat hi acahy b hn or ye buhat hi zayda profit detay hn or ye achi bat ha
                            • #44 Collapse

                              well my dear friend, TP aur SL, trading mein bohat importance rukhtay hain, aap yahan TP aur SL kay use kay baray mein ya tou khud samajah nahi sakay ho aur iss tarhan aap dusron ko bhi ghalat mashwara dey rahay ho, baghair SL kay trading karnay say ager market against mein chali jae tou aap ka sara balance loss mein chala jata hai, isleay SL ka option banaya gaya hai ta kay aap aik limit tak loss face aur phir trade close ho jae, isleay TP aur SL ye dono bohat important factor hain trading kay...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                ji haan mere bhai jaan mein tou apni forex tarading mein stop loss ko use kera hoon iss tara mein loss se bohat hi safe rehta hoon aur iss busienss per se acha profit kama laita hoon
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X