profit ko jaldi close krna aur loss ko na krna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    profit ko jaldi close krna aur loss ko na krna
    dear forum members kuch traers k saath ye problem hy k trading k dauraan agr unhein thora sa profit ho jaye to woh jaldi jaldi close kr detey hain jb k agr unki trades loss mein chal rahi hon to wo market k wapas aany ka wait krty rehty hain lekin trade close nhi krty aur baaz dafa to issi chakkar mein account bhi wash kara letey hain ap k khayal mein kia woh sahi krty hain ya ghalat plz share your opinion
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai apki bat thk ha magar agar aik banda markeet ka analysis kr raha ha to usko us hisab se profit loss ko close krna chahye Kis ko pehly aur kis ko bad main close krna ha woh markeet k analysis k bad Decision laina ho ga. Thanks dear friends
    • #3 Collapse

      Market ki up or down movement ko dekh k trade jo lgata hy phr wo market ko acha analyse b krta hy us k bad wo apna order ka profit ya loss obsreve k order close krta hy
      • #4 Collapse

        agar hum forex trading main safe reh kar kam karna chahty hay to humay chahiey keh es business main take profit aur stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi aur safe hoti hay so humay es business main lalach bhi nahi karna chahiey aur sabar say kam karnay main he faida hota hay tab he safe reh sakty hay
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
          dear forum members kuch traers k saath ye problem hy k trading k dauraan agr unhein thora sa profit ho jaye to woh jaldi jaldi close kr detey hain jb k agr unki trades loss mein chal rahi hon to wo market k wapas aany ka wait krty rehty hain lekin trade close nhi krty aur baaz dafa to issi chakkar mein account bhi wash kara letey hain ap k khayal mein kia woh sahi krty hain ya ghalat plz share your opinion
          Main bhi aise hi karta hoon Akshar Ke Jab Mujhe thoda profit Hota Hai To Main Apni trade Kaat deta hoon aur jab loss hota hai to usko Laga Rehne deta hoon Aisa Is liye hota hai Kyunki Mujhe profit or loss Mein jaane ka Dar Hota Hai
          • #6 Collapse

            Mere khayal main isay darr kahtay hain or ye uss waqt hota hay jab ap bina market status or analysis kay trading kar rahay hotay hain. yani ap andazay ki bunyad par lot lagayen or darr ho kay loss na ho. Iss tarah ki lots nahi lagani chahiye.
            • #7 Collapse

              yes kafi forex trader asa he karte hian pak froum k trader b asa he karte hongy jaaab thora sa profit dekh lete hain tu hum apni trade ko loss main bachane k liye closs kar dete hain jo k sab ko pata hota hain k trade loss main kafi jah skti hain ye neh sochte hain k ye trade profit main b kafi jah skti hain is liye hum daar ate hain and apni trade kaaam profit main closs kar dete hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                agar hum forex trading main analysis kiey bgair trading karen gay to humay market main take profit aur stop loss ka pata nahi hota keh esmain kahan use karna chahiey esko so humay chahiey keh esmain sabar kay sath kam karen tab he hum amrket main achi earning karnay main he fadia hota hay

                اب آن لائن

                Working...
                X