trading at night

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      behter to yehi hota hai k aap daily ki daily trades ko close kr dya karain lekn agr zaroori ho to aap trade open bhi rakh sakte hain lekn us k sath stop loss aur take profit zaroor lagain
      • #93 Collapse

        jaha tak mera khayal ha k hamin apni tamam tardees rat ko band kar k sona chahia lakn aisa nahi hota ha k hm daily apni trades band kar k soan koi na koi trade phans he jati ha..
        • #94 Collapse

          rat k wakt kam ko karna hai to us k lye zrori ho ga k yha pay hum kisi tarha say kam ko kar len aur us ko samjh len yaha pay hum nay he sub nay apnay kamo ko karna hota hai aur is ko dekhna hpta hai.
          • #95 Collapse

            Buying and selling through the night theek nahi kun keh raat ko marketplace ki koi fish khas motion nahi hoti aur hamain chahiye keh din ko birmingham program primary buying and selling karni chahiye ta keh sound very easily revenue kar sakein. Marketplace ziyada fluctuation birmingham program primary karti hai aur ziyada pips is actually waqt choose kie ja sakte hain.
            • #96 Collapse

              Night time trading is hard for us because in this time we cannot do better trading.At this time do not do trading because the market is not good and we cannot get profit easily at night time.Do trading at day time because the market moves very good.
              • #97 Collapse

                hmm night k time trading bhi achi hai lekin kabhi kabr ..hr waqt nahe..wese bhi forex business me trading ki koi timing nahe ha ap jab chahein achey se trading krskey hain
                • #98 Collapse

                  Raat 12 bjay k bad trading bohot sust hoti hain mai ne ye notice kiya hai per kuch khass pata nahi is ki waja koi details mai bata den plz
                  • #99 Collapse

                    I saw a lot of trader who trade just depending on their luck but i don't think this is a wise idea because only they depend on luck who have no idea about forex trading. so, i think every one should learn before going for the trade.
                    • #100 Collapse

                      Dear me raat ko sony se phely apni trade ko aik bar dekhta hn jb mjhe lag raha ho k ye trade meri loss me ja sakti ha tu me us trade ko stop kar daita hn or jo trade meri profit me ja rahi hoti ha us ko nahi karta hn us ko long term k liye rkh daita hn ta k zyada acha profit hasil ho..
                      • #101 Collapse

                        meray khayal sai to hum sab ka ek hi maqsad hai forex mai rading karani ka kai zyada sai zyada profit earn karay to hum sab ko profit earn karnai ki koshish mai rehna chahye lekin loss bhi is ka eham hisa hai to agar loss bhi ho to kal profit lazmi hoga
                        • #102 Collapse

                          dear mere khyal se night time trading zyada faide mand nahi hoti q k iss waqat marker movment kuch khas nahi hoti iss liye humain zyada profit hasil nahi ho sakta............agay apki apni marzi.
                          • #103 Collapse

                            well my dear friend, meray khayal say ye tou totally hum pey aur hamaray analysis pey depend karta hai kay hum nay jo trade after analysis aur market aur news say up to date ho kay lagai hai tou wo hum puray din kay leay bhi kisi bhi khouf kay chor saktay hain aur kabhi kabhi online ho kay market ko watch kar kay thori bohat changing kar saktay hain...
                            • #104 Collapse

                              Mere khayl mein toh raat ko trade bn kr k sona chahiye Q k humey lose bhi ho skta hai lekin kch log iss mein risk bhi lete hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: erumabbasi پيغام ديکھيے
                                dear friends kiya aap log raat mein sone se pehle apne trades ko close ker ke sote hain yeah risk lyte hain ke subah dekha jae ga please tell me humein kiya kerna chaye profit ka wait yeah loss mein he trade close ker den chaye raat mein
                                dear bro i don"t no about night trading because am new in this forum but i think night trading is a earn money type i am right bro.......!!!!!!!!!:confused:
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X