Instaforx mein registration k liye kis kis cheez ki zarorat hoti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Sir instaforex main registration kay liay kisi cheez ki zaroorat nahi hoti just email say count ban jata hay, but verification kay liay humain NIC and domicile ya utility bill ki zaroorat hoti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Yes there are different methods people are taken to manage their risk but to me the measure i normally take to manage my risk is to first thoroughly study the news of each day and now use it to determine when to trade it and once i am ready to trade i will consider effect or impact of that news on the market movement and then risk just 5% of the capital
      • #138 Collapse

        Instaforez mn rigestration ky ley jis chez ki zrort hoti ha wo i think id card or utility bill hn.carification k ley ye chezn require hoti hn.
        • #139 Collapse

          2 ways to registration in insta forex
          1st bill
          2nd nic
          apka nnice must English mai ho.
          Kashhif Khan
          • #140 Collapse

            insta main apko apna account verify karwany k liye apko apna id card jo k english main translate ona chahye wo chahye hota hay or is maaaain apko apna passport bhi use kar sakty hain or is k ilawa apko adress ka document chahye hota hay
            • #141 Collapse

              insta forex account registration k liay to kuch nahen hota account free create ho jata hy han account verification k liay english id card or passport and address verification k liay apny name wala utility bill zrorat hota hy first level me id verification hoti hy second me address verification hoti hy.
              • #142 Collapse

                Dear friend aap ne aik acha sawaal kia hai aap ne kaha hai k Instaforx mein registration k liye kis kis cheez ki zarorat hoti hai. to mai is baray main youn kahoonga k id card aur domicile ki zaroorat hoti hai.
                • #143 Collapse

                  aik dafa jab aap ka insta ac count bun jae ready ho jae phir aap verification k liye apne nic ki english translation kara k use scan kar k upload kar dein insta site par or phir apna utility bill ya bank statement b scan kara kar upload kar dien simple.
                  • #144 Collapse

                    dear Forex me insta account ko baney k leyia Nic or ap ka uttliy bill jo pe shoda ho wo chayia Insta account me ap ka Nic English me hona chayia agr ap ka Nic Urdu me hy to ap apne pasport se ya Lences se b ap account verifive ker sakty hane date expeir pasport ya linces se ap apna account nahi kol sakty hane
                    • #145 Collapse

                      dear insta kay liya aap ko google say help layni hogi iss kay liya aap ko apna C.N.I.C notri kar wana hoga iss kay sath sath aap ko electric bill bi jo kay jama ho chuka ho wo bi dayna hoga aap iss ko bank statement kay zarya bi verify kar saktay ho.
                      • #146 Collapse

                        ap ko insta foreign exchange gentleman verification ke lia a couple of chezon ke boht zaroorat parti hai initial username card jo the english language gentleman ho next payment jo ap ke naam pe ho ager username card nhe hai the english language gentleman tu ap passport sony ericsson bhe initial stage confirmed krwa sakte ho as well as subsequent stage payment sony ericsson bill confirmed krwa sakte ho.
                        • #147 Collapse

                          dear,instaforex mein ap ko verification k liye 2 step procedure ko follow krna hota hy,1st step mein ap apni id card ki pic scan krty hoo,apna address add krty ho,apna cell numbr add krty ho,is k bad ap ko england sy call aey gi verification ki us k bad ap ko email kr di jay gi,or 2nd step mein ap ko apna bijli ka bil scan kr k send krna hota hy phir verification ki mail aa jati hy or ap ka account verify ho jata hy.
                          • #148 Collapse

                            instaforex broker main agar aap trading karna chahty hain to account open karna to boohat easy hai lekin ussy verify karian gay to better hai or verification kay liey aap kay pass id card or utility bill ka scan hoona chahiey.
                            • #149 Collapse

                              assalam-o-alaikum!i am new in fores isi liey mughe nai pata omeed hey aap ko koi or dost post kar key bata dey ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                ji bhai ji is main waqia main 2 verification level hain is main 1 ye hai k is main waqia min ap ko aik main apna id card dikhana hota hai is main 2 main ye hota hai k is main ap ko apna address verify krny k liye i smian ap ko bank statment lgani hoti hai is mian ye aik thek kam hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X