forex halal hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yar jahan tak mera khail hai koi bhu bussiness aho jis mai app apni investment karet hain aur phir us ke liye mehnat karte hain to end par jo profit milta hai wo halal hotahai ye same karobar jaisa hai hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      forex trading business me nuqsan b uthana parta hx sbko aur js busienss me loss shamil hota hx wo business haram ni hota is lye ye swal bht glt hx k ye business halal hx ya haram hx
      • #93 Collapse

        Mere khayal se forex haram nahi ha halal ha lekin me new ho forex me mujhe is ke bare me ziyada elm nahi han sooapko guide nahi kar paooo gi .......lekin forex haram ho nahi sakta joo mera mana ha q ke humhe loss aur profit dono hota han is me
         
        • #94 Collapse

          g bro forex is a halal .is m humri investment or mahnet lgti hn .is m na to kisi bi kism ki koi limit hn profit ki or na hi loss ki .forex m asa koi kam ni hn jis sy hum is ko haram kh sky .ya work day by day famous hota ja rha hn .
          • #95 Collapse

            Mery bhai yeh aap ne boht achi chees upload ki hai ab mery sary confusion door ho gaye hain ab mai aagy bhi yeh saboot peesh kr skta hun taa k main freely trading kr skun...
            • #96 Collapse

              shukar hai apnyye post krk logon ki ankhein khol di hain..forex is halal kiun k ye mehnt ki kamai hai..
               
              • #97 Collapse

                ji han bilkul apnya bht achi bat share ki hai is se sb k sawalat khatam hojaiangay aur mere khayal se bhi ye halal hai q k is me hum mehnat krtay hain itna time lagatay hain aur jahan mehnat ki jai wahan haram ki bat hi ni ati q k ye sahi tareeqay se earning horahi hai yahan koi fraud bhi ni hai to halal hai.....
                • #98 Collapse

                  According to my opinion forex is halaal kyunke yahan pe aap koi bhi galat kaam nai kerte bulke aap mehnat aur lagan se paise kamate hain aur aap ko profit and loss bhi hota hai
                  • #99 Collapse

                    Thank You very much brother ap nay aj prove kay sath hamari confusion clear kar di kay forex trading ka kam hamaray leay Halal hay so now we should do this work with out any type of fear and even we can choose this work as a profession as well Assalam.o.Alikum
                    • #100 Collapse

                      mery khayal se tu forex aik halal kaam hai kion kay is mn buhat si investment aur buhat mehnat bhi lagti hai. is main sirf profit hi nahi balkay loss bhi hota hai jis se ye baat sabit hoti hai ke ye haram nahi halal hai.
                      • #101 Collapse

                        ji bilkul forex wrk halal bhe hein or haram bhe hein kun ke ap ismay ek trah se opinion dri hun......consulant ka work karrai ho ap ismain kun ke hum isme hum apne pese laga ker hum apna profit hasil kerskte hein.
                        • #102 Collapse

                          Forex halal ha ku k is main hum mehnat bhi karty hain or jahan mehnat ho or us main profit or loss dono hon to wo kam halal hota ha or neaik neeyat say karain , hum forex main mehnat karty hain bad main trade karty hain humain nhi pata k profit ho ga ya loss thats why i think forex halal ha , :-) Thanks forex-pak
                          :o Love You Forex-Pak :o
                          www.hydrogen-oxide.com
                          • #103 Collapse

                            Boht shukria janab ap ny kafi logon ka masla hal ker dia ku k boht sy log forex trading k bare me haal ya haram ka pochtay thay ap ny sb ko bta dia k mufti sb ka fatwa moojood hai k forex halal hai
                            • #104 Collapse

                              Thank you very much Dear Ayat786 aap ne mera buhut bara masla hal kar deya q k may pichle kaye dino se pareshan tha aur hal nazar nahe araha tha k kis se puchu k forex haram hai ya halal.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Assalam-o-Alaiqum, mene abhi tak aisi koi baat nahi mehsoos ki k jisme mjhy pta lagay k ye haraam hai baqi fatway k aitebaar se mere ilm me nahi hai kisi ko pata ho to mjhy b zaroor btae ta k phir meri b knowledge mr ajae k haram hai ya halal waise i think k ye halal hi hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X