Money management or risk management main kia farak hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management or risk management main kia farak hai.
    Main ne kafi say members ko ye kaitay suna hai kay money management or risk management karo to kafi profit hota hai.
    Kia ye dono aik he hain ya different hain.
    Money management main investment wo use karain jiss say aap ki daily life mutasir na ho.
    Risk management main lot size or sl hai. Kay kitnay percent aap aik trade per loss kar saktay hain apnay bonus ya real account ka.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear mony managment aur risk managment dono hi tarding men bahot important hote hain, mony managment ka Matlab hai k aapka jo balance hota hai aapke acount ka jo capital hota hai iss ko manage krna yani k jab bhi aap koi trade open kren to apni mony ko dekhte huye aik target rakh kr open kren.
    Aur risk managment ka Matlab hai k apne balance ko dekhte huye apni trading men losa ki ratio ko rakhna yani utna loss rakhna chahiye jis se agar aapki trades loss men challi jay to aap usse recover kr sakko.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Brother zindagi main har kam main aap ko management ki zarrort hoti hay aur trade main aap ko mony management aur risk management ki zarroat hoti hay money management main aap na mony ko aasay manage karna hay aap daily routeen distrub na ho aur risk managment main aap risk ko aasay manage karna hay k kisi be trade main risk kam sa kam rah jahay
      • #4 Collapse

        G bhai ap ne bahut achy tareeqy se define kiya ha money management ur risk ko hamyn chahye k agar forex trading mein success hasil krna chahty hain aur achy trader banna chahty hain tu money managmnt ka khayal rakhyn matlab k apko jo capital hai uako manage kryn aur risk mangement ka khayal rakhyn mean k ap jo lot lagaty hain wo apny account balance k.hisab se lagayn
        • #5 Collapse

          Dear bat aap ki theek hai money management jab tak ham nahi karain gay tab tak hamain forex trading main kisi khas kisam ka koi faida ya nuksan nahi ho ga. Balkay bonus account ko bhi ham survive nahi rakh patay bnda kia karay
          • #6 Collapse

            Money management ye hai ke ap apna account is tarah manage karain or ap ka account wash na ho agar market ap ke against bhi chali nahi hai to aur risk management ye hai ke ap is tarah trade karain ke ap ko loss kam ho is mein sl aur tp hai use hoti hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
              Main ne kafi say members ko ye kaitay suna hai kay money management or risk management karo to kafi profit hota hai.
              Kia ye dono aik he hain ya different hain.
              Money management main investment wo use karain jiss say aap ki daily life mutasir na ho.
              Risk management main lot size or sl hai. Kay kitnay percent aap aik trade per loss kar saktay hain apnay bonus ya real account ka.
              Money managment usko kehty hain hain k ham aoni trade main kotni money invest krty hain or kitni money chorty hain or risk managmebt usko kehty hain k ham apni aik yrade pai kitna risk laity hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                G dear ye dono forex trading men boht important hain.
                Money management ye hai k hamesha utni nvestment karo jis se apki normal life mutasir na ho
                Risk management ye hai k ap total investmnt ka kitny percent loss brdasht kar sakty hain
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  G dear ye dono forex trading men boht important hain.
                  Money management ye hai k hamesha utni nvestment karo jis se apki normal life mutasir na ho
                  Risk management ye hai k ap total investmnt ka kitny percent loss brdasht kar sakty hain
                   

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X