Forex hedge kya ha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex mein hedging technique tab hi effective hoti hai jab appka account ka capital bhara hoo aur appko yeh pata hoo k appko hedge kab khulna hai warna app 90 precent hedging mein loss hi kareingay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Hedging main hum ek sath 2 different trades lga dety hain means age humain buy ki trade me loss ka khatra hai to hum sell ki trade lga kr apna profit bana lety hain. Hedging proper planning k sath hi use krni chaahiye.
      • #33 Collapse

        hedge ye ha k agar aap ki trade loss me chal rahi ho to aap usi trade pr us trade k oppose aik trade kr dete han apne loss ko retrieve krne k lye is ko hedging bolte han..hedging meri nazar me boht nuksaan ka hamil ha is lye is k bagair hi ap trading karain..
        • #34 Collapse

          dear agar aap ko aik entry say loss ho raha ho or aap ya chahtay ho kay iss say or loss na milay to phir aap agar pahli entry buy may hay to dosri aap sell may laga laytay ho utnay hi lot size ki to ya hedge hay iss say aap ka account bach jata hay wash honay say.
          • #35 Collapse

            forex hedgh mai ap ne ak he time par buy and sell laga dena hota hai then ap ne es ko contorl karna hota hai market k mutabik mai profit kamana hai
            • #36 Collapse

              My dear friends forex trading market main hedging bohat helpful technique ha. forex market main jab app ek trade ke against same volume ki same trade lagate hain to ic ko hedge kehte hain.
              • #37 Collapse

                Forex hegh Ka matlb hey k hum jab trade lagaty tu kisi waja say market hamary khilaf jati tu hamain loss hoga lakin agr uskay muqablay main dusra trade lagai tu agr aik trade mai loss ho tu dusray mai profit hojata hy
                • #38 Collapse

                  hedging aik achi strategy nahi hai mere khiyal say hedging nahi karni chahiye,ye kisi bhi pair mein aik he time mein buy aur sell ki entry lagani hoti hai ,is mein agar dono trade mein koi spread ka farq ata hai tu tu he koi earning ho jati hai,is mein mere khiyal mein loss k chance ziyada hain
                  • #39 Collapse

                    dear hedge us ko kehty hane agr ham koi chez buy ker rahe han or us ka rate km ho gayia to ham lazmi loss ho ga to ham apne loss ko kam se kam kerne k leyia sell wali trad b ker laty hane agr hame buy wali trad me loss ho ga to hame sell wali trad se profit ho ga or hamera loss ya to katm ho ga ya km se km ho ga dear hedge legana bahot dengres hy is leyia hame bahot technecal tareqe se lagti hy is leyia hame is ko bahot soch samj ker lagana chayia
                    • #40 Collapse

                      Sir mere kheyal may hegding aik khaternaak cheez hai is may apko kuch nahi hasil ho sakta hai qiun is may jo old man hain wohi kaam kertay or koi nahi kerta hai is may loss or profits kay chace bohat zeya hotay hain
                      • #41 Collapse

                        Hedging ka matlab hota hai k 1 hi time mai 1 trade pay sell or buy dono ki trades ko place krna or hedging trader tb hi krta hai jb usay market chart confirm nhi hota ya phir trend findout krnay mai difficulties ko face krna pray.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #42 Collapse

                          Forex hedge ko log do tarha se meaning lete hain kuch log aik hi order ko dono sides pe open karne ko hedge kehte hain lekin kuch log aik hi direction me double size ki trade open karne ko hedge kehte hain is liye ap ko yeh dekhan hai ke ap kis type ki hedge karte hain hedge wese to bohat achi strategy hai lekin is ko bohat hi ehteyat ke sath karna parta hai is me risk bohat zeyada hota hai..
                          • #43 Collapse

                            forex hedging is a way to protect yourself against big losss. is main aap apna loss reduce ker sktay hain ager kuch gair mutawaqqa situation ajaye to. per is k liye expert hona zaroori hai ..
                            • #44 Collapse

                              trading main hard working karni parti hai. forex kay baray learning karni parti hai jo diffiacult hai starter trader ko. demo acount say practice karein takay ap ko trading ki samjh a jay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear is ka mujhe nahi pta hai ye aik buiness hai si ko ksi time bhi kia aj skta hai ye aik acha buiness hai si ko kafi mehnat sy kia jata hai aur is ko bhaut sy loog leearn kr k kr rahy hain ye aik acha buiness hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X