Bulish divergence kia hota hai isko char men kese analyse kia jay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bulish divergence kia hota hai isko char men kese analyse kia jay.
    Friends aaj main aapko bulish divergence k bare men batana chahun ga.
    After a down trend jab market men kissi price k double bottom bante hain to ham dekhte hain.....
    price neche jata hai to indicator ko bhi neche jana chahiye but indicator jab neche ni jata to iska mtlab hai k indicator bulish ho gia hai aur market k reverse hone k chances hain.
    Second condition ye hai k jab market itna ziada neche ni jata lekin indicator ziada ne challa jata hai to bhi market k reverse k chances hote hain.
    Agar hamen iss time pe koi doji ya spinning candle mill jata hai to market k bulish divergence ki confirmation ho jati hai.
    Friends aap ko agar meri information pasand aaye to like aur reply zarur kren.
    منسلک شدہ فائلیں
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

اب آن لائن

Working...
X