Loss kay waqat.......
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bus yar na hi pochon us waqat ka alam kya hota hai mera to boht sad mod ho jata hai lekinmain phir bhi himat nahi harta kyun ke loss or profit to busniss main hotay hi rahtay hain but phir feellling sad ....... ho jati hai jab loss main trad ja rahi hon ..... main sochta hon ke ho sakta hai loss profit main badal jay ya kam ho jay par is main lalach nahi karna chaiye warna zeyada loss ho jay ga....
    м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      dear friend ap nay ik acha sawal keya hay aur may ap ko batana chahta hu kay kay forex may ager ap ka loss ho jay to ap ko sabar kay sath rehna chahyia q kay ap ager ghusa hotay hain to yi ap kay kuch kam nahe anay wala hay
      • #138 Collapse

        bhai forex trading business main profit aur loss to hissa hai business hai ager lagayee hui trade loss ki taraf chali jaye to main yehi koshish karti hoon kay kuch aisa karo jis se loss kam ho ya cover ho jaye.
        • #139 Collapse

          bhai zahiri bat he k kisi bhi bazeness man koie bhi loss berdast nh kerta is liey ager ap ki lagaie hoie tread ager gelet ho bhi jaiey to ap tansen na lo q k loss or profet bazeness man hota rehta he ap ko ager loss a bhi jaey to ap ageli jo tread lagaio us ko soch samaj k lagaio ta ap ko loss na ho
          • #140 Collapse

            loss to every time possible hai kun k koi bi business kia jaye to loss mojood hota hai but ye loss apni mistakes ki waja se hota hai so app is loss segabraiyen na or apne mehnat kar k dobara success paiye /.
            • #141 Collapse

              loss aur profit tu sb ko hoti hai agar mari koi bhi trade loss mein jati hai tu mari ya he feeling hoti hai k main ne aaj per se koi mistake kr di hai jis ki waja se muj ko loss ho rha hai kyun k forex mein jb bhi koi mistake kra hai tu us ko loss hota hai other wise forex mein achy trading profit he deti hai.
                 
              • #142 Collapse

                my dear friends ap waqt ko barbaat kry gy to khudh ko dhooka da rahy hota ha ap ko chahian ka time waste krna ko bajay time ka fida uthay
                • #143 Collapse

                  my brother ma ny to jab se forum ko join keya ha mujy loss hi howa abi tak ma ny kuch profit nahi kamaya meri trade jab loss my ja rahi hoti ha to mujy apni kismat par boht gosa ata ha laken ma dil nahi chorta laga rahta ho mujy umeed ha ma iss month zror profit earn kro ga.
                  • #144 Collapse

                    Loss k wkt humain parashan nhi hona chaya..nakami kamyabi ki pahli seeri hota hai.tu is.main tention nhi lani chaya
                    • #145 Collapse

                      bro is waqt boht hi gusa ata hn q kh ap ka profit loss m ja rha hota hn or ap ka bonus khtm ho rha hota hn .is waqt dil boht dartha hn or only tong sy yahi awz ati hn ya loss profit m convert ho jy .
                      • #146 Collapse

                        dear us wakt ki felings bohat buri hoti hen forex me trades ka loss me jata bohat takleef deta ha chain nahi milta ager easa ho to forex me kam krne wale traders k lie tradign me trades krna bohat hi acha ha or trades ka loss me jata bura ha
                        • #147 Collapse

                          when my trade is going in loss I feel too much sad because every one wants profit or gain but I do not close that trade immediately usually trade comeback in profit even very small I like it that some profit is better than loss.
                          • #148 Collapse

                            jab hume loss hota hai to hum kabhi pasand nahi aata hai apr hum loss ko kam kar sakte hai taki hume koi tension na rahe aur hum bahut hi aasani se prfit kama sakte hai is liye aapko bahut hi practice karana padega aur bad me hi aapko bahut sara profitmilne lagata hai aur loss hone par jyada khatara nahi lena chaie
                            • #149 Collapse

                              Any trader would have similar feelings during loss. One feels very depressed and low and fearful of losing the money. One feels like putting a stop to the trade. One feels that we are of no worth. We feel like hitting our head to the wall and at the time it feels that we won't ever be able to make a profit again. The feelings are mostly negative but it's important to control our emotions if we want to continue with a profitable future
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dear is men zaher c bat hai k jab koi insan loss kar deta hai toh us ki bohat he buri feelings ho jati hen aur wo bohat bura feel karna shuru kar deta hai is liye loss sy bachna bohat zayada zaroori hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X