T E C H N I C A L _ A N A L Y S I S E U R / U S D Salaam sabhi members aur naye visitors ko khush aamdeed! Umeed hai sab theek honge. Aaj main EUR/USD ki market movements ka analysis karunga. Is waqt EUR/USD 1.0781 par trade kar raha hai, aur...
Chandi ki Qeemat ka Tajziya Thursday ko Silver ki qeemat mein tezi se izafa dekha gaya, jisme XAG/USD ne $34.00 ka mark tod diya aur bullish momentum barqarar raha. Yeh tezi US trade policies ke hawale se paida hone wali uncertainty ki wajah se...
USD/JPY ka pair 4-hour chart par bohot dilchasp dynamics dikhata ja raha hai. Is waqt price ek aham level par balance kar raha hai, jo 200-day moving average ke qareeb, yani 150.55 ke aas paas hai. Agarche ascending channel ab bhi movement ka...
Technical analysis ke mutabiq, USD/JPY pair ke monthly peak ke qareeb intraday pullback dekhne ko mil raha hai, jo naye bullish bets lagane se pehle ehtiyaat ka taqaza karta hai. Yeh pullback price action par dabao dal sakta hai, lekin overall trend...
USD/CHF abhi bhi sideways movement mein hai, magar pichlay do hafton se daily bearish volumes kam ho rahi hain. Aam tor par aise data ke sath kai instruments actively grow karte hain, lekin iss case mein speculators abhi bhi market ke neeche girne...