Pakistan forex forum hamary mulk ky economy ko mazboot kar sakta hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    g bikul sahe mulk ki economy strong ho skti hai kuon k hr wo kam jis sy hamare mulk dosy mulkon sy paisa profit k tor pr ata hai wo pisa hamare mulk ki economy ko behtr bananen men ahm kirdar ada krta hai,,..///
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      Sir g aap nay boaht hi achi baat pcohi hai is may apko bohat hi acha respone milta hai ager pkistan ki economy mazboot ho jaye jis qader apko profits ho ga usi qader apki economy strong ho gi wo behter tareeqay say life guzre gay
      • #288 Collapse

        Assalam u alikum friend jee haan pakistan forex forum hamari mulk ki economy ko mazboot ker sakti hai, kyun k bohat se log hain jin k pas koi job nahi hai to wo forex business ko join ker k apni poverty ko door ker sakty hain, to yun ofrex sab k liye best hai.
        • #289 Collapse

          Yes dear pak forum best or 100% trusted online posting forum hai or pak forum mai posting krnay ka sb say best benefit ye hai k posting say earn honay walay bonus ko insta forex mai trading k liye use kr sktay hai or trading say honay walay profit ko withdraw b krwa sktay hai.
          https://t.me/pump_upp
          • #290 Collapse

            Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahsn per forex trading jo hy wo pakistan ke economy mai bohat eham rule ada kerti hy jo earn kerty hy wo pakistan ke economy mai azafa ke waja hy
            • #291 Collapse

              yehi bilkul yeh hamara mulk ki economy ko improve kara ga kyu ka is parah hazaraon k tadad ma log kam kar raha hai jo is say rozi kama raha hain is say berozgari ma kafi had tak para gai is tarah masiat achi hogi
              • #292 Collapse

                g ha bilkul ku nahe huma gr mahnt se strugle learning analysing kae sath kam krt arhae ge to hum pakistan ke economy ko theak kr sakte hae or no doat agr hum usae spead ke sath chltae rahe toa k dan bhot strong economy bna sakte hae inshallh ak da ya ecpnomy bhot strong ho gae
                • #293 Collapse

                  Han ge forex aik acha zariya aur way hai kamai ka is sy income main b azafa hota hai aur is sy hamary mulk main beroz gaari b khatm ho sakti hai. Is liye hamyn forex k bary apny doston aur relative ko btana chaiye ta k wo b seekh kar apni income ko behtar kar sakyn.
                  • #294 Collapse

                    G g blql ma ap ki bt sy agree krta hon ky jab be ap forex par kam kr ky apny paisy sithdraw krwary hain to wo kisi or mulk ki economy hoti ha phr us ko change krwaty hain is sy hamry mulk ki econmy behstr ho sakte ha
                    • #295 Collapse

                      Forum par kam krney sey to hamain bonus hasil ho ga lekan agar ziada sey ziada log forex trading krain gey to woh is sey aik achi income hasil kar saktey hain aur aik best rozgar hasil kar saktey hain. Is tarah country ki economy mazboot ho sakti hy aur unemployment main bhi kami waqeh ho sakti hy. Yeh aik best source of income aur job hy.
                      • #296 Collapse

                        Listen brother Pak forum to aik platform he jahan se ham forex ki learning and trend ideas or strategies per discuss kar sakhte he, and agar ap forex business men trade kar ke profit earn kar rahe ho to us ka matlab ap ki country ki economy strong ho rahi he means ke other country ki currency hamare mulk men aa rahi he...
                        • #297 Collapse

                          forex trading directly hamarey country ki economy ko mazboot kr sakti hy lekan yeh forum indirectly involve hota hy. Is forum main kam karney sey aisey log bhi trading kr saktey hain, jo financially lehaz sey kafi weak hotey hain. Yeh forum traders ki quantity main izafa karta hy aur aap ko trading ki opportunities provide krta hy.
                          • #298 Collapse

                            gee haan bhai pakistan forex fourm boht acha kam kr rha he aur es mein apna work kr ke trading start krte hien jes se hmein income hote he aur apne trading mein acha experience haisl hota he aur ache income se hmare economy mazboot hote he
                            • #299 Collapse

                              me nahi samjta k forum se kesi country ki economy change ho sakti hey, big investors hi big trading account me jab high earning kar lety hey to hi kesi country ki economy change ho saky gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                forum se ham bohat kuch seekhte hain or bonus hasil karte hain forex ke business ke lye jab ke ham trading agar sahi se seekh len or us ke baad start karen to ham itna kama sakte hain ke ham apne mulk ki economy ko bhi bohat mazboot bana sakte hain is ke zarye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X