forex trading ke liye kitni raqam ki zarooret hoti hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    dear sir mere khayal k mutabiq me to kehti hun k forex me trading karne k liye apke pass 100$ to hone chahiye q k is se ap margin level ziyada kar payenge agar kam doller honge to us se to apka account jald hi khali ho jayega or koi maza nhe aye ga..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      forex mai ache trading kerne ke liye atleast 1000 $ ka balance hona chaiye ya is se zayada ka hona chaiye forex ke market mai zayada stay sirf wo he ker sakta jis ka capital acha ho
      • #123 Collapse

        Ab to ap forex trading zero investment say bhi kr sktay hain jaisay bonus ki soorat main ap posting kr kay bhi yah business start kr sktay hain.forex trading k liye koi zaida raqam ki zarorat ny hoti ap 1 $ se b trading start kr skti hain ap pe depend krta ha k ap ktna invest krna chati hain or ktna profit earn krna chati hain koi limit ki zarorat ny hoti apki merzi ap jtne mezri amount se trading start kren koi khas farak ny perta is liye koi tension ki baat ny ha.
        • #124 Collapse

          forex me ap ka profit ap ki raqam or ap ki skills pe depend krta hy ke ap ke pas kitni investment hy or ap kis tarha ap apni us investment ko manage krty hn jitna ap is pe zyada hard work kre ge ap zyada profit hasil kre ge
          • #125 Collapse

            forex trading 100 rs par bhi ho jati he inasta forex 1$ bhi accept kar rahe hen leverage ki waja se ab ap 1$ par bhi kaam kar skte hen forex ma jitna chahen invest kar sakte hen is lye ab tenshon lene ki zarorat nahi
            • #126 Collapse

              bhai aap 10,000 se bhi forex start kar sakte ho means agar aap ke pas 100 dollars hain to bhi aap forex ko start kars akte hain or jitna marzi chahen is se earn kar sakte hain is me koi limits nahi hain
              • #127 Collapse

                • #128 Collapse

                  Assalam o alikum ji janabv baat ye hay kay forex trading karnay kay leay aap ko 10 dollar ki zaroorat hoti hay aap 10 dollar say bhi earning kar saktay hain kun kay is business ko start karnay kay leay aap ko zeda raqam ki zaroorat nahe hoti hay
                  • #129 Collapse

                    jee janab aisa hey key forex trading mey aap ko itni paiso kii koi bi zaruarat nahi hogi aap ko bas sirf trading hee achi aa bni chhaeiye bas agar aap ko achi trading aati hey tho aap ko utni hee rakam miley gii
                    • #130 Collapse

                      agar aapke pass knowledge aur experince hai to aap 100$ se bhi kar sakte hai lekin agar forex ke rules ke hissabse dekha jaye to aap 1000$ se kare to jada better hai take aap trade karte waqt risk bhi le sake.
                      • #131 Collapse

                        Forex trading mein money investment ki koi limitations nahi hain, aap apni premises k mutabiq hi apko investment karni chahiy eaap minimum 5$ se bhi trading satrt kar sakte hain and maximum investment ki koi limit nahi hai is mien.
                        • #132 Collapse

                          dear iss business ki sab sae achi khaas baat hee yeahi hai k ap trading 1$ sae bhi shuru kar saktae ho , yaani jitni bhi kamm investment sae ap invest karna chaho asaani sae karsaktae ho aur iss mae risks bhi kamm hotae hian loss k
                          • #133 Collapse

                            forex men hamain real trading kerny k ley invest ki zaroat hoti hai jis se hamain trading men munafa milta hai or is men hamain zyada munafa mil sekta hai is ley forex men hamain raqam ki zarorat hoti hai.
                            • #134 Collapse

                              k bhai jan ap kitni ruqam rakna passand karty he bhai jan ap jitni zyada ruqam raky gay ap ko otna hi faida ho ga or ap otny hi loss se maahfooz rahy gay start karny kay leay ham kese bhi amount say start kar rahy hoty han but i must say minimum 50 ya 100 $ hon to acha hy jes say hamy trading karny may asaani ho gi and acha experience get karny ka moqa mely ga so we should concentrate on learning as wellyour money limit is minimum 10$ and maximum unlimited if your money is low during trade inforex you gain low margin after investment so make your mony more and then invest it ....
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                zarort hote hain. agar ap ka pas trading skills hai our apka pas trading experience hain tu ap kam sa kam money ka sath bhe fore trading ka ka apna bunnies sat kar skate hain . kaam karny ka leya kam sa kam be 500 usd tak hony cheya jas par ap kuch had tak savely kaam kar sakty han aur profit be earn kar sakty han invest karna cahte ho tu ap kam as kam 1000 dollar se shroo karo ta ke ap ko achi earning ho sake ur ap ka loss b control ho sake. ..........
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X