forex trading ma loss ka andesha rehta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    ddddddddddddddbrother mera khiyal mien aisi koi baaat nhn ha insan ko wahi milta ha jis ki wo umeed karrta ha so yeh bt nhn ha k har waqt loss hoga or han agar loss na ho to wo life nhn ha wo to life sa bahr hoga kuch lucky forever mandddddddd
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      G ye bat tosahi ke andaze hi lagya ja sakta haikis time currency giri hamari kaam kharab or kis time barhi or hamari qismat jaag uthi.lekin phr bhi risk to lena parta hai na har kaam me is me bhi le liya jai..
      • #138 Collapse

        g han dear ye risky work ha is lye is mein loss bhe ho sakta ha is lye acha experience or knowledge k sath ap kafi achi earning kar sakty ho or easy success hasil kar sakty ho
        • #139 Collapse

          forex trading main loss ka andesha un logon ko rehta hai jo currency ki situation dekh kar trade ni lagate aur countries ki economy ko dekh kar ni lagate, jo log ye dono kaam kar k trade lagate hain un ko itna andesha ni hota.
          • #140 Collapse

            g han is ma bht hota h ham ko is s bacna chaiya pir e ham kamyab ho saktay h r achi trading kr saktay h jis s ham ko acha faida hoyta h r acha milta h r bht acha kama saktay h
            • #141 Collapse

              forexaik risky busins hai jis mai har koi earning nahi karsakthy hai kiu ky forex mai loss boht hothy hai log forex ky loss sy boht darthy hai or aik yahi tho hai jis ky waja sy log forex ko chordy thy hai
              • #142 Collapse

                dear agr ap ny kam start karny sy phaly demo acont par kam kia ho ga to loss ka khatra bhot kam ho ga or agr ap ko markit ki news ka pta ho k aj markit kis tarf ko ha to loss nhi ho ga warna to ap ko loss he ho ga agr pa ny 2no kam na kiy ho gy
                • #143 Collapse

                  Yes absolutely right planning is the most important in the forex trading business that we can not do the successful trading without proper planning, so we should make the best and great planning before the trade and need to make ourself disciplined.
                   
                  • #144 Collapse

                    yes.main aap say agree karta hun.forex main learning he most important hai.hum is main jitna zyaada learn karty hain,jitny zyaada skills gain karty hain.hum utna he zyaada earn kar sakty hain or is main apna career banna sakty hain.
                     
                    • #145 Collapse

                      is bat ka to forex per koi bhee nahe keh sakta k market ko woh 100% analayz kar sakta hay,lekin mein yeh keh sakta hon k agar apko indicator ko proper use kartay hein to apko 60% say 70% is bat ki shorty hoti hay k market apko profit day gi.
                      • #146 Collapse

                        forex trading main loss ka dar hamesha tabhi rehta hai jub hum bina sochay sumjhay trade lagatay hain ya emotions main aker trade lagatay hain or sath main lot size apni equity ki berdash say zayada rakh dete hain hum ager aisa na kerain gay to safe rahay gay
                        • #147 Collapse

                          g han forex trading man loss hone ka andesha rehta ha per tb tk jb tk ap k pass learning experience or knowledge nhe hoti per jb ap acha learn krlete ho ap k pass knowledge hoti ha then ap ko loss nhe hota ha :)
                          TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                          • #148 Collapse

                            bhut sara log forex mein iss waja se nahi ata hain kyun k un ko loss se dar lgta hai aur wo samjta hain k forex mein bhut ziada loss ho jata hai lakin un ko iss baat k pata nahi hai k loss he hum ko profit k way deta hai aur agar hum forex mein achy trading planing se trading karta hain tu per hum ko profit he hoti hia.
                            • #149 Collapse

                              Aap ne sahi kaha mere bhai hum andaza laga sakte hai k mrket kese move kare gi is k baare mein sahi toor per kuch nahi keh sakte per market k analyse se hum ek andaza banate hai aur phir ek plan se trading karte hai to hum kamyab ho sakte hai kiyo k acha plan hamesha hamara saath deta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Brother forex trading main kya har business main he loss ka chance hota hia aur busienss aesy he hoty hain jiss mainkabhi loss aur kabhi profit hota hai iss liye iss main rsik k begair koi bhi kaam nhi kar sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X