no short cut

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Forex trading aik buhat hi acha karobar he jis min hum kafi kuch earn kar sakte hin apni continuous trading aur apni knwoledge k ezafe ke sath. Humin chahye k hum sabar se wait karin jeise hi es karobar min earning ki opportunity open ho to hum es market min enter ho k new trade open karin aur apni marzi ka profit earn kar k market se bahir aa jaein. Es lei ye durast he k es karobar min short cuts nahi hin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      HHHHmmmmm nice question life mai no shortcut esi tarha forex mai bhi no shortcut bcz shortcut ke chakkar mai loss hi hota hy or jo hath mai hota hy wo bhi jata rehta hy slow sow work kar ke hum acha profit get kar saktey hain yahan sey.
      • #378 Collapse

        dear bilkul thik kaha ap ne k forex pe trading karne k lie koi bi short cut ap ko loss k kareeb pahuncha daita hy is lie forex pe trading karne k lie sirf apni skills r experience ko show karna chahye na k short cuts ko
        • #379 Collapse

          AOA. g han bhai shb ap na bilkul theak kha ha ma ap ki bat sa agre karta hun forex trading ma serf humara knowledge or experince ki demand ha agar humary pas ha to hum perfect tradinh kar sakty han.
          • #380 Collapse

            je haan forex trading aik short cut business nahi es mein kamiyaab k liye ap ku es mein experience aur knowlede se kaam karna ho ga aur kosis karay es mein jaldbazi aur greedy na karay thankful for question
               
            • #381 Collapse

              Ji blkl koi bhi shortcut tareqa nhi use krna chahye aur trading aik direct earning way hay apni knowledge aur skills use krtay hoye aap earn karein werna loss face karein ismay shortcut kleye no place.
              • #382 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
                forex mein koe short cut nahi chal skta kyu ke forex ek esa business hai jis mein information aur knowledge hogi tu hi ap kam kr skte hai warna yaha p short cut ki koe zarorat nahi hai kyu ke yaha short ki jaga hi nahi hai
                bilkul apny tkh kha k forex ma koe shor cut nai chal skta hmen yahan profit gain kr nay k lye saray process say guzrna prta h jesay k ap ko phlay to knowledge ,experience ki zarorat h or bad ma ap ko forex p points bnany hn points bnany k bad ap ko insta forex ka account attach krna h or account attach k bad trading kr k profit gain krna h or usko master card k zarye ap wo hasil kr sktay hn
                • #383 Collapse

                  bro yeh aisi field hia is me koi shot cut ni hia is me apko always
                  long time sy hi learn ker k earning kerni ho gi is k elawa to koi
                  shorti ni hia. agr short cut say earning kro gy
                  to loss hi ho ga.
                  • #384 Collapse

                    Gee Bhai jan main aap ki baat say mukamal itefaaq karta hon forex main success ka koi b short cut nahi hamain forex main experience hasil karna chahiye or patience k sath skill increase karna chahiye.
                    • #385 Collapse

                      Dear all over the world jitne bi money se related business hain un me short cut naam ki koi cheez nahi hai, hame apni mehnat ke zariya se hi success hona hota hai, is liye agr koi forex me short cut way ko search kar raha hai to just apna time waste kar raha hai, is se behtar hai ke wo forex ko sahi tarha se learn karne or is ka knowledge hasil kare jab wo sabi cheezo ko sahi tarha se understand kare ga then hi wo forex me success hoga.
                      • #386 Collapse

                        forex aik proper business hai jis main planning aur decision kaafi asar rakhte hain forex wo busines he jo sirf apni brain ko use ker k aur knowledge ko use ker kay kiya jasakta he
                        • #387 Collapse

                          Forex mai jo be short cut talash kare ga woh loss bear kare ga ap ko experience aur knowledge jab ho ga tu ap ko khud he pata chal jae ga
                          • #388 Collapse

                            sahe kaha ap ne yaha koe be short cut nahe hai agar pa ne forex mai kmaybi leni hai tu ap ko es mai sekhna he pare ga aur es mai time day kar mehnat se kaman he pare ga
                            • #389 Collapse

                              forex trading main ham ko koi b shortcut ni hai earning k ham ko apni information k balbotay par earn kar saktay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                g han bahi main app ki bat say agree karta houn kay hamain forex tarding business main koi shortcut istemal ni karna chahiye q kay forex tarding buisnress main koi shortcut ni ho ta ham is business say say agar success hasil karna chahtya hain to hamain hardwork or mehnat karna paray ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X