forex trading ma jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    bhai jis kaam chaldi hote he. is me loss hone ke chance bhot zyada he. is liy app log forex trading me kaam kerteho jaldi na ker aur apen kaam me planing , experience aou bhot sakon se kaam kert ge too app is me kamyab ho sketh he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g han forex trading ma aap ko jald bazi sa kaam nhi lana chahioya balka aap ko cjhahiya ka aap phla achi trha sa marnet analysis kar ln or phir isi lihaz sa trading kra aap ko chahiya ka aap ko market trends ka bara ma pta ho aap market trends ko phla achi trha sa learn kra phir us ka bad soooch samajh ka trading kra jald bazi ma aap koe galat fasla la sakta hn jis sa aap ko nuksaan bhi ho sakta ha .
      • #93 Collapse

        forex trading me jald bazi bht nuqsan deh sabit hoti hy jald bazi sy trading karty hain to koi analysis ni hota hy bas wesy hi trade laga dety hain koi fundamental and technical analysis ni hota hy koi market trend ni dekhty hain hala k forex me trading karty waqt ya cheezen sab sy ziada important hain forex me jald bazi ni karni chahiay soch smjh kar relax mind k sath complete analysis kar k trading karni chahiay
        • #94 Collapse

          Jo log new hote han forex trading and earn kerte han un mai lalich a jata hai wo kum time mai zayda pesay kamaney ki koshish kerte han jis ki waja se unhe profit ki bajai loss ka samna kerna parta hai so do trade with safety.
          • #95 Collapse

            assalam u alikum dekhain bhai forex trading aik bahtareen kamanai ka zarya hai hamain forex main khoob mahnat karni chaye hamarai mahnat he hamain is main profit dilsakti hai is mian jald bazi na karain saber se kam lain jal bazi main hmesha galtia hoti hain
            • #96 Collapse

              Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main jald bazi bilkul nahe karna chaheye kun kay jald bazi ka bohat nuqsan hota hay jald bazi kay chakar main aap ko loss hojata hay business main
              • #97 Collapse

                yes ya ik aham a k jo julda uzi kata ha wo klhabi klamyab ni hata ha q ka un ko to loss jk pata ni hata ha ek acha trader khabi juade axzi ni kata ha us ko loss ka paa hoa ha,......
                   
                • #98 Collapse

                  jald baze se ap apna capital loss ker jao ge jab capital loss ho ga to bhot hi nuqsan ho ga is liye hum ko bhot soch samaj ker work kerna chaye forex trading sakon se se kerne wala kam he is liye is ko sakon se karo or jald baze se na karo
                  • #99 Collapse

                    hye dear brothers jii bilkul forex main jald baazi se achaa hain ke hum forex trading naa karen aur pc ko band karen kal trading kar de kyu ke wese bhi jald baazi kaa maqsad hain shetaan aur shetaan hamesha hamain losses par dalthaa hain eslye hamesha jab aap trading karen tho apne bhaare main sohe ke aap fresh hain ya nahin
                    • #100 Collapse

                      orex trading main jald bazi kay to bohat say nuksan hain . jis tarha ham agar profit main hon or jald bazi say apney trade close kar dain to ham mazeed profit nhe lay saktay or khod he apna loss kar latay hain . . or baz okat ham jald bazi main galt trade b laga jatay hain . jis say hamain loss hota ha .
                      • #101 Collapse

                        Forex trading me jald bazi ka koi kaam hi nahi hai humein market kay trends kay pechay nahi bhagne balke humein to trends kay sath sath rehna hain is liye jald bazi karne ka Forex me koi fayida nahi hai.
                        • #102 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                          forex trading ma jald bazi se kam nahi lena chahye belke forex trading ma soch samajh ker work krna chahye tumam currency pairs ki tassli ke sath prices check krne ke bad achi tareh bse uss ke moving avvereg ko dekh ker buy or sell krna chahye jald bazi se to sirf aap ko loss hi ho ga.
                          Jee bhai jaan me ap ki baat se agree karta hon hum forex me jitna soch samajh kar trading karen ge hum utne hi achi trade kar saken ge agar hum jald baazi karen ge to hume forex siwa e loss ke kuch bhi nahi de ga.....
                          • #103 Collapse

                            g ha mary khayal sa samajh ker work krna chahye tumam currency pairs ki tassli ke sath prices check krne ke bad achi tareh ha.................
                             
                            • #104 Collapse

                              when you trade in hurry then may be you face the loss that is not a good thing so avoid it as possible and some time this hurry push you in the quagmire of loss so avoid this bad habit
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                g ha mary khayal sa work krna chahye tumam currency pairs ki tassli ke sath prices check krne ke bad achi tareh ha is sa hum gar bhata paisa kam sakty ha...........
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X