do you agree with mee?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    frox ma ager ap ye soch kar kam karty ha k ap nakam ho jaye gay ya apko loss ho jaye ga to pher ap undr pressor ho kar kam kary gay or koi na koi asi galti kar jaye gay jiss ki waja say apko loss ho jaye ga or frex say badzan ho jaye gay
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      G bahi yeh baat tou hai as main bhout kaam he log sucess hotay hain aur ziyda tar logon ko nuksan he utana parta hai par us ki b wajah hoti hai ya tou un kay pas experince nae hota ya phir un ko koi acha teacher nae mila hota jo un ko achay andaz mian guide kar sakay.
      • #33 Collapse

        Assalam-o-Alaiqum, han ji aisa esliye hai k wo bht zada easy samajhtay hain or over confident hojatay hain ziada market pe dehan nahi dete or es waja se unhain experience nahi hota jo k main waja banti hai unk loss ki..
        • #34 Collapse

          frex ma mery khyal say wo log he nakam hoty ha jo log careless hoty ha jinhy apny fucture ki parwa ni hoti ya wo apni zingde ma kamyabi hasil ni karna chty frex ma ager insan dakhil ho jaye to pher mery khyal say kamyab hona door ni hota
           
          • #35 Collapse

            yeh posting ka kam tu bohat assan hi keh main abi post kr raha hoon es ky bad main agay ka kam start karoon ga keh agay kia forex trading kia hi aur kitna profit ay ga
            • #36 Collapse

              mery khayal main to 10% log yaha kamyab hoty hain aur 90% log es market main nakam ho jaty hain es ki waja ye hay kay log es business ko join to kr lety hain lakin un ko es business ka nhi pata hota kay ye kasy kia jta hay es leay wo nakam ho jaty hain jab kay 10% professional trader hoty hain
              • #37 Collapse

                Jahan tak mera khayal hai k forex trading mein buhat se log aate to hain lekin sirf 20% log trading mein success haasil kar pate hain and baqi 80% logoon ko failure ka samna karna parta hai kyun k buhat se log bina forex ko samjhe and iski learning haasil kare is mein enter hojate hain and then baad mien jab unko failure ka samna hota hai to woh forex ko blame kar k chor dete hain and kuc log jo hain proper tayari k sath aate hain forex trading mein and successful hojate hain.
                • #38 Collapse

                  dost f0rex mein kuch loog hi success kerty hy yh thk baat hy...f0rex humain profit to deta hy bt us k sath hi yh ek risky business hy isliye yaha pr0fit k liye buht achi kn0wledge n experience ki need hy jabhi hum yaha buht achi trading kerskaty hy n acha pr0fit earn kerskaty hy....
                  • #39 Collapse

                    is ki to hamari nazar main aik hi reason hay kay bohot say trader is business main any kay bad is business ko samjhy bagair hi trading start ker satay he ji ski waja say aksar unhay loss ka samna hota hay.
                    • #40 Collapse

                      ji ha bhi ji forex ko bohat sia log new join kr rahy hai laikin in mai sia 30 percent bi kamyab nahi hoty wo is tarha q kai yae log pracitice nahi krty jub yae practice nahi krty to in kai pass expeirne c nahi hota
                      • #41 Collapse

                        aj kal to bht se log forex ko join ker rhy hain lkain is se profut bht hi kam logon ko milty hain ziada ter log lalch mmain per jaty hain or loss ho jata ha unha to log bht hii sucsess ho rahy hain
                        • #42 Collapse

                          Me is baat se agree kerta hun ke yahan pe wohi log kamyab hote hain jo forex trading ki puri knowledge ke sath yahan pe aate hain aur demo pe bhi is ki practice kerte hain
                          • #43 Collapse

                            Dear forex profitable business k sath aik risky business bhi hai or forex main 10% success ful ho patay hain is ki main waja knowledge or learning ka na hona hai...
                            • #44 Collapse

                              Very many people are joining the forex trading due to its rapid and fast growing power , most of them does not have any kind of knowledge about the forex trading and also have not the experience of trading in the forex trading , They only came in the forex to become rich overnight. But this is not posible forex need your knowledge and hardworking in this field without this there is no sign of success in the forex life. Some of them make a good knowledge and also make a great practice in the Demo account when the join the real account they easy manager the trading and get a very high rate of profit in the forex .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                i think Forex trading is a high risk business Education or Experience most important in this field market ki up & down position per bohat nazar rakhni parti hai jo loug unsuccessful hotey hai is field mey us ki bari wajah experience na hona hai un-experience ki bina per wrong decision laitey hai or loss mey rahtey hain..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X