why we can't control greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    I totally agree with you with reference to greed in Forex trading business. Greediness always hurts badly. Therefore, we should always keep away from it. In Forex trading business it has more importance than in any other business. There are some other mistakes too, which should not be committed in Forex trading like low patience or intolerance, unwise decision making, trading without planning or strategy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      dear forex ek asa business ha jo k easily he humen ek acha money de sakta ha aur humen rich kar sakta ha aur is liye ham greed ko control nai kar pate hen lekin humen isay zror avoid karna chahiye warna hamen bohat loss ho sakta hai
      • #258 Collapse

        meri opinion to ye hea ke app ko is greed pay control krna cjaye . kunke gtreed ka forex pay koi kaam ni bulke life ki kisi bhi field main ye ap ko loss deati hea,..
        • #259 Collapse

          asal may lalaach jo hy ye by nature hote hy mare pass or is waja sa is ko control karna bht he muskil hota hy jab app is ko control karte ho to tab he ap kay kam acha ho jata hy or app ache profit be bana late ho greed kay bht aham role ho ta hy trading may
          • #260 Collapse

            in my opinion greed is a part of modern life in a forex market we can earn more profit in short time,so accoroding to human,s nature we become greedyand try to earn more and more.the only way to control his greed ia by gaining expirence and knowledge in forex trading.
            • #261 Collapse

              Dear wo is liye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen kafi profit nazr ata ha jis ki wajah se hm is business me cantrol nahi kar paty hain isi liye hmen chahye k hm is business me hmeshah sbr se kam kareen kyun k sbr se hm apni greed ko cantrol kar paty hain
              • #262 Collapse

                dear mery khayal mein to lalach hamari nature mein hy is liye control nahi hoti lekin hamain greed ko control karna chahiye kyun k jo greed ko control karat hy wo successful hy
                • #263 Collapse

                  Mostly trader forex market main greed ki waja say loss uthate hain har new trader forex market main ek he din main ameer hona chahta hai or is k lie wo bagahir soche smjhe or baghair proper experience k greed ki waja sy bari positions ko open kar leta hai ya phir ek sath choti choti kafi sari trades open kar leta hai or is waja say use loss hojata hai forex main small profit kisi bare nuqsan say behtar hai is lie jo traders greed ki waja say loss main jate hain unhe chahie k wo pehly demo account par practice karain.
                  AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                  • #264 Collapse

                    Janab agar hum jo chahain tu hum kar skatay hain ehsa koi beh cheez nahe jo na kar skatya hoon agar hum chahtay hain kay hum apnay aap par control karina yeh hum kar saktay lot size risk or low say low levrage rakh kar kar saktay hain control
                    • #265 Collapse

                      actually forex business ke profit level ko dekhtey hain hum out of control ho jatey hain aur apne greed ko control nahin kar patey hain jiski wjha se hum always loss hi kartey hain aur is main kamiyab nahin ho satkey hain.
                      • #266 Collapse

                        Sir forex main humain apni greedy ko control karnna sab say bara maslah hay, because forex main jab earning hoti hay to trader zaida ki koshesh karta hay es say wo loss kar deta hay.
                        • #267 Collapse

                          its difficult to conrol greed but its not impossible so when you are gaining experiance control your greed and focus on hardwork once you becoms skillful then you will earn limitless earning
                          • #268 Collapse

                            forex ke business me greed ko khud se door he rehne dena chahiye kiun ke forex ke business me kamyab hone ke lye aap ko mehnat ke sath kam karna hota hai jitni mehnat karte hain or jitna greed per qaboo rkhty hain utna he aap kamyab ho pate hain is me .
                            • #269 Collapse

                              Ji han its easy to say that greed control karna aasan hai lakin jb hamain profit aata nazar aa raha hota hai toa greed ko control karna bht mushkil ho jata hai bs hamain apni poori koshish karni chahye k hm greed na karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                actually hota ye hai ke jab humm trade kar rahe hote hai to hume profit milta hai tab hum bs zyada pese kamane ke chakkar main hote hai or us tym hum apni lalach ko control nahi kar pate

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X