trading krte waqt kin batoon ka khayal rakhna chahe ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading krte waqt kin batoon ka khayal rakhna chahe ?
    trading krte waqt ya us se pehle hume en sub batoon ka khayal rakhna zaroori hai warna hum loss he uthyangay agr en par amal ni karengay to
    1, keep patience
    2, dont be emotional in trading,
    3, dont be greedy(lalach)
    4, keep focus on market
    5, dont be panic while placing trades,
    6, good market anaylysis.
    7, check market moves.

    agar hum en sub batoon ka khayal rakhte hain to hum 1 achay or kameyab traders ban skte hain.
    BEST OF LUCK
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ki baat theck hay agar hum in tmam batoon ko madinazar rakien tu hum aik achi trading Kar saktien Hain or us say aik acha profit ko earn Kar saktien Hain q Kay hum loss be is wajansay hota hay Kay hum jald bazi main trade ko open kartien hain
    • #3 Collapse

      dear, apna bht he achi post ke ha agr ap ek successful trader banana chata hain to apko en sab rules ko follow krna lazmi hota ha q ka ek successful trader ma ya sab quality hoti hain . es liya en rules ko follow kren.
      • #4 Collapse

        Yes dear aap ne jo batain share ki hain wo kafi achi hain jo new kamar traders hotay hain aap ko pata hona chiay kay forex trading main jab tak ham apnay emotional feelings ko control nahi kartay or money management nHi kartay tab tak to ham insta forex bonus account per bhi successful nahi ho saktay
        • #5 Collapse

          Bahi ap theahk kah raha hain trading krta wakat emotional nai hona cahya kiun ka emtions s ap ko loss ka alawa kuch nai mila ga is lia emotions s buchain or trading krta wakat experince s kam lain ta ka ap ko profit ho tha ks
          • #6 Collapse

            Ji haan Yeh Sab Baatein Humne during day trading Apne mind Mein zaroor dekhni hai agar Hum in SAB Baaton ko Apne mind Mein Rakhe aur in SAB Baaton ko follow Kare to aap kabhi bhi Forex trading mai apna loss nahi karenge in SAB Baaton Ki bahut jyada value hoti hai aur yeh bahut main. Hai jo hum sab traders ko Apne mind Mein Rakhna bahut zaroori hai aur trading karte waqt in ko follow karna bhi bahut jyada important Hota Hai
            • #7 Collapse

              g bhai ap ke batae hoe sub baten ek successful trader ke bulding block hoty hain aur main ne koe aesa succesful trader nhE dakha jis main yeh qulaity na hoon ap ne bohat acha knowledge share keya thanks
              • #8 Collapse

                mere khyal se traders sab se pehle market ko kuch time dete huwe market ki movement ko samjhen us k bad analysis bnaen good aur tarde lgane k bad apny emosional ko aur greed ko sathe men use na karen control karte huwe tarde lagen aur news ka khyal rakhen jab news ki aneke koi khbar ho to tab trade nhe karen wait kren pehle
                • #9 Collapse

                  dear ap ne jo baat ki hai bahot hi achi baat ki hai agar hum trade karny se phly ye baty zehan mai rakhty hai to ais se ye hai k hum money mangement ka bhi khyal kary gay aor ais k sath hum apni trade par sl bhi lagye gay kun k hum ko pata hai k humra loss ho jaye ga agar sl na lagya to.
                  • #10 Collapse

                    ye baat ap ki bilkul theek ha kay humay forex trading kartay huway patience greedy nahe hona emotional nahe hona aur bilkul humay achay market analysis ki zaroorat hoti hay humay chaiye kay achay trader ki tarah inn sab baton pe amal karain takay loss na ho
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE
                    • #11 Collapse

                      Dear main bhi shuru main in baton ka khaiyal nahi rakhta tha laikin bad main ehsas hua kay hamain bot pelay learning kar laini chiay thi. Kiun kay jo aap ne patience or emotional trade ka likha hai sari bat hi is main khatam ho jati hai.
                      • #12 Collapse

                        Gee bhai ap ny bht achi post share ki hai specifically new comers ko in baton ka khas tor py pta hona chue ta ky wo jub trading start kren to apni practice ko trading ma bhi use kren keun ky tips aor tricks ky bina trading ma profit earn krna thora mishkil ho jata hai.
                        Acha kaam achy daam
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Bahi jee ap ki baat bilkul theek hy agr ham in tamaam baton ko nazar andaz kar dain gay to ham kabhi bhi achi trade nai kar skay hein aur na hi acha profit earn kar sakty hein balke ulta nuqsaan karwa kar apna ccount tak wash karwa sakty h ien is liye rule and regulation kay mutabik trade karni chahiye..
                          THKS

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X