school mein forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    G han dear mary khayal say forex ko school ma hona cahiye tah Q k ham praty e isi lea ha k ham future ma kuch ban saky or kuch achi earning kar saky or forex ko ha e business is lea agr hota to bhtr tha..........................................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Forex trading ko agar school or college main stady karwaya gay to Behtar ha agar es ke apny course book be ho to be Behtar ha
      • #663 Collapse

        Your thread is good that you are say the right and I am agree with you. I think k if one period is the Forex then we can say that busi ESS is very easy and good under standing developed by the students.
        • #664 Collapse

          mera jahan tak knowledge ha k 18 saal k baad hi kaam start hota ha 9th class walay ess pe hi time waste kar k apni education ko time nhi de sakke ge jis se wo fail ho jaye ge ye nhi theak ha
          • #665 Collapse

            ji haan bhai jaan best hai agar students is ko early join kar lein to bhot best hai kyun ka student mind jab hota hai to bhoa jaldi pick kiya jaa sakta hai is cheez ko or best bi hai
            • #666 Collapse

              Agr forex online 9th class sy start kia jay to is se boht benifit ho ga student apny expences khud utha saky ga aur parents py bojh nai bany ga aur bachy start se expert ho jain gy.
              • #667 Collapse

                Jee han main ap se agree kerta hoon k school main Forex ka ik period lazmi hona chahie aur ye 9th class se shroo kia jay ta k students anpi education k sath sath forex trading be seekh lain aur part time main forex trading ka business se apni education ke expenses khud afford krain.
                • #668 Collapse

                  Dear Brother! Forex Business aik online business hai. jis main hum trading kar kar earning karty hain. Forex kay liye aik school hona chiye jo humain training kary. Forex main learning bohat zaroori hai.
                  • #669 Collapse

                    school mai forex ka hona teak nai rahy ga q k har koy forex mai intrest nai leta..jo students khud intrest lena chahy trading mai wo pher khud he chal kar aty hain es forum mai seakhny k ley..so mai school mai forex ko recommend nai karoga
                    • #670 Collapse

                      forex market ma middle sahcool k bachy bhi trade kar skty hen agar wo thori bohat practice kar len tu forex market mae trade kar skty hen
                      • #671 Collapse

                        Idea to acha hai lekin aesa ho nahi sakta hai kyun kay school kay tamam bachy he forex trading karna nahi chahty hain kuch bachy Doctor or engineer bhi banna chahty hain or sub he forex tarder ban jaengy to phir zindagi kay baqi mamlaat kaisay chalengy islie aesa possible nahi hai haan intermediate level per economics science or engineering ki tarhan ek forex ka bhi subject hona chahiye.
                        AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                        • #672 Collapse

                          students ka main maqsasd perhai hota hain kyun kay un kay parents ki investment lagi hoti hain tu itni choti age say un ko forex trading main nahin ana chhaiyea haan university going log yeah carry ker saktay hain
                          • #673 Collapse

                            jee han janab ap ki bat bilkul sahe ha agar forex ko 8 ya 9 class sy start keya jay to ya boutha hoga qu ky forex business ak life time business ha es ky ly student ko ak peread dyna hi cheye es sy student ko kum umar men hi business ka exeprince haseel hona shuru ho jay ga or student jub apni work ki umer men enter hon gy to wo ak achy treader ban jayen gy .
                            • #674 Collapse

                              g han iss baat main koi shak nahi ha ke aap iss kaam ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen aap iss kaam ko kabhi bhi kr saktey hen aap ko iss kaam ko kr ke bht fayda ho sakta ha aap ko chahiye ke iss kaam main pori mehnat karen iss se hi aap ko fayda ho sakta ha aap ko iss baat ka khaas khyaal rakhna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                al se agar hum gay hum is par easily tread kr sakay gay agar hum students ni hoga hamare pass experince hoga hum is me easily tread kr skte haibut mek student o is p part time tread kr

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X